Kya darood Sallallahu Alaihi Wasallam bidat Hain
Kya darood ﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam bidat Hain
Zaheer salafi
baaj logh ye dawa karte hai ki Nabi ﷺ ke naam ke baad chota darood ﷺ padna bidat hai iski koi hadees nahi or ye daroodﷺ padna sabit nahi
ye bat bilkul galat hai
or aghar ye bidat hotha to ummat ke jahar tareen logh muhadiseen is par atearz karte is darood par ummat Ka ijma Hain or ijma Qur'an Hadees dono se sabit Hain
Ijma ki hujjiyat ke liye dekhe sabika post
Link
https://kitabullha.blogspot.com/2021/06/kya-ijma-ummat-hujjat-nahi.html
chota darood ﷺ hadees se sabit hai
Imam Muslim rahimullha (w 261) ne apni kitab sahih Muslim me Hadees laye Hain
حَدَّثَنَا أَبُو خَيْثَمَةَ زُهَيْرُ بْنُ حَرْبٍ وَإِسْحَقُ بْنُ إِبْرَاهِيمَ وَابْنُ أَبِي عُمَرَ الْمَكِّيُّ وَاللَّفْظُ لِزُهَيْرٍ قَالَ إِسْحَقُ أَخْبَرَنَا و قَالَ الْآخَرَانِ حَدَّثَنَا سُفْيَانُ بْنُ عُيَيْنَةَ عَنْ فُرَاتٍ الْقَزَّازِ عَنْ أَبِي الطُّفَيْلِ عَنْ حُذَيْفَةَ بْنِ أَسِيدٍ الْغِفَارِيِّ قَالَ اطَّلَعَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَلَيْنَا وَنَحْنُ نَتَذَاكَرُ فَقَالَ مَا تَذَاكَرُونَ قَالُوا نَذْكُرُ السَّاعَةَ قَالَ إِنَّهَا لَنْ تَقُومَ حَتَّى تَرَوْنَ قَبْلَهَا عَشْرَ آيَاتٍ فَذَكَرَ الدُّخَانَ وَالدَّجَّالَ وَالدَّابَّةَ وَطُلُوعَ الشَّمْسِ مِنْ مَغْرِبِهَا وَنُزُولَ *عِيسَى ابْنِ مَرْيَمَ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ* وَيَأَجُوجَ وَمَأْجُوجَ وَثَلَاثَةَ خُسُوفٍ خَسْفٌ بِالْمَشْرِقِ وَخَسْفٌ بِالْمَغْرِبِ وَخَسْفٌ بِجَزِيرَةِ الْعَرَبِ وَآخِرُ ذَلِكَ نَارٌ تَخْرُجُ مِنْ الْيَمَنِ تَطْرُدُ النَّاسَ إِلَى مَحْشَرِهِمْ
hazrat hujjefa razi Allah taala anho se riwayat Hain ki, kaha : ke rasool Nabiﷺ hamare paas aeye aur hum bate kar rahay they. Aapﷺne farmaya ke tum kya bate kar rahay ho? hum ne kaha ke qayamat ka zikar kar rahe Hain. aap ﷺne farmaya ke qayamat qaim nah ho gi jab taq ke das nishanain is se pehlay nahi dekh lau ge. phir zikar kya dhowen ka, Dajjal ka, zameen ke janwar ka, Sooraj ke maghrib se niklny ka, Isha Sallallahu Alaihi Wasallam ke utrna ,yajooj majooj ke niklne ka, teen jagah kasf Ka Ka Yani jameen Ka dasna Ak masriq Ak magrib me tisri jaziratul arab main or in sab nisaniyo ke baad Ak agh peda hoghi Jo yaman se nikaleghi Jo logho ko hakte huwe mahdane mahsar me le jayeghi
Sahih Muslim Hadees no 7285)
Nusqa beruit jild safa 2225)
Scan
nusqa beruit
Is Hadees me Arabi ibart me lafz Hain ki Jab Nabiﷺ hajrte Isha alehisalam ka naam liya to farmaya
عِيسَى ابْنِ مَرْيَمَ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ*
Isha ibne Maryam Sallallahu Alaihi Wasallam
Dusri Hadees
Imam Muslim rahimullha apni kitab sahih Muslim me bayan karte Hain
حَدَّثَنَا الْوَلِيدُ بْنُ شُجَاعٍ، وَهَارُونُ بْنُ عَبْدِ اللهِ، وَحَجَّاجُ بْنُ الشَّاعِرِ، قَالُوا: حَدَّثَنَا حَجَّاجٌ وَهُوَ ابْنُ مُحَمَّدٍ، عَنِ ابْنِ جُرَيْجٍ، قَالَ: أَخْبَرَنِي أَبُو الزُّبَيْرِ، أَنَّهُ سَمِعَ جَابِرَ بْنَ عَبْدِ اللهِ، يَقُولُ: سَمِعْتُ النَّبِيَّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ يَقُولُ: «لَا تَزَالُ طَائِفَةٌ مِنْ أُمَّتِي يُقَاتِلُونَ عَلَى الْحَقِّ ظَاهِرِينَ إِلَى يَوْمِ الْقِيَامَةِ»، قَالَ: " فَيَنْزِلُ عِيسَى ابْنُ مَرْيَمَ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، فَيَقُولُ أَمِيرُهُمْ: تَعَالَ صَلِّ لَنَا، فَيَقُولُ: لَا، إِنَّ بَعْضَكُمْ عَلَى بَعْضٍ أُمَرَاءُ تَكْرِمَةَ اللهِ هَذِهِ الْأُمَّةَ
Zabir bin Abdullah raziyallahu anhu bayan karte Hain mene nabiﷺ ko farmate suna Apne farmaya MERI ummat Ka Ak ghiro hamesa Haq par rahegha uski ladta rahegha vo kayamat ke din tak galib rahegha kha ki fir Isha Sallallahu Alaihi Wasallam nazeel honge honge to us tayafa Ka ameer khegha aye Hume namaz padye is par Isha bin Maryam khenge Allah ki bakhsi huwee ijjat or sarf ki Bina par tum hi Ak dusre ke ameer ho
Sahih Muslim Hadees 395)
Nusqa beruit jild 1 safa 137 Hadees247)
Scan nusqa beruit
Is Hadees me bi nabiﷺ ne hajrte Isha bin Maryam ke naam ke baad darood ﷺ PDA Jo ke is baat ki daleel Hain ki ye darood sabit Hain
Comments