Hazrat Abdullah ibne masood Rd ki tark rafulyadain ki riwayat ki haqiqat
Hazrat Abdullah ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ki tark e rafauldain wali hadees Mohaddeshin Ra Aur jirah Wa tadeel ki ADALAT me pakki Zaeef ha
Tahqeeq mohaddisul Asar Hafiz Zubair Ali zai Rh. Wafat 1435.,hijri.
Or isi trha ki or riwayat Jo tark rafaydain par Pes ki jathi he unki haqiqat janane ke liye ye pdf download kr le 👇
Roman Urdu pdf noorul ayainan masla rafulyadein
https://drive.google.com/file/d/1H6iX1VssvKE5qq4hnAm-YuGPel4NZsJ3/view?usp=drivesdk
__________
Hazrat Abdullah ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ki tark e rafauldain wali hadees Mohaddeshin Ra Aur jirah Wa tadeel ki ADALAT me pakki Zaeef hai
NOTE DALAIL OR SCAN KE SAATH HAQU JANNE KE LIYE POST KO POORA PARHE
Hadees .Hazrat Abdullah bin Masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ne Farmaya kya mai tumhen RasoolAllah sallallaho alaihe wasallam ki Tarah namaz na parhao fir unhone namaz parhi aur haath nahi uthaye magar pahli martaba
Sunan Tirmidhi hadees no 257 [scan link (1) https://drive.google.com/file/d/1UXRVQ0lEX0JW81kig1Qkh3Ju-hdeRW74/view?usp=drivesdk%5D
Mishkat ul masabih hadees no 809 [scan link (2) https://drive.google.com/file/d/1x4mz2_WC4r6ZDKzuKVslXIiu5IWb9Szy/view?usp=drivesdk%5D
Sunan Abu dawood hadees no 748 [scan link (3) https://drive.google.com/file/d/1-CTgrYk6VGQOPKEy71X1ubpMqllCrixb/view?usp=drivesdk%5D
PAHLA JAWAB
Note Mohaddeshin Ra ki Aksariat ne Abdullah ibne masood wali riwayat ko Zaeef wa malool Qarar diya hai
(1) Abdullah bin mobarak ra (Wafat 181 hijri) jo imam Tirmidhi aur imam bukhari ra ke dada ustad hai aur imam Abu hanifa ra ke saghird hai Abdullah bin mobarak ra ne kaha :-
حدثنا أبو سعيد محمد بن عبد الله بن إبراهيم بن مشكان المروزي , نا عبد الله بن محمود , ثنا عبد الكريم بن عبد الله عن وهب بن زمعة , عن سفيان بن عبد الملك , عن عبد الله بن المبارك , قال: لم يثبت عندي حديث ابن مسعود: أن رسول الله صلى الله عليه وسلم رفع يديه أول مرة ثم لم يرفع
Abdullah bin mobarak ra kahte hai :ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ki hadees (ki) nabi ﷺ ne sirf pahli martaba apne dono haath uthaye wali (hadees) sabit nahi hai
Sunun al qubra Al Bayhaqi hadees no 2533 [scan link (4) https://drive.google.com/file/d/1B8f2IX3UcCEGRhdzCYhLtbt4ioKzPT4p/view?usp=drivesdk%5D
Sunan Tirmidhi hadees no 256 [scan link (5) https://drive.google.com/file/d/0BxEprZVgSJilLVR6eTRENmZwa28/view?usp=drivesdk%5D
Sunun darutqutni hadees no 1128
Ailal ul hadees ibne abi hatim ra jild 2 safa no 124
NOTE Abdullah bin mobarak ra kahte hai (Rafauldain karne wali) Ah hadees ki kasrat aur unki asanid ki Jaid (sahi) hone ki wajah se mera yahi khayal hai – goya mai Nabi ﷺ ko namaz me rafauldain karte huye dekhe raha hoo
Sunun al qubra Al Bayhaqi hadees no 2533 [scan link (6) https://drive.google.com/file/d/1B8f2IX3UcCEGRhdzCYhLtbt4ioKzPT4p/view?usp=drivesdk%5D
(2) Yahya Bin Aadam ra (wafaat 203 hijri) ne farmaya :-
يحيى بن آدم قال: نظرت في كتاب عبد الله بن إدريس عن عاصم بن كليب ليس فيه: ثم لم يعد.
فهذا أصح لأن الكتاب أحفظ عند أهل العلم لأن الرجل ربما حدث بشيء ثم يرجع إلى الكتاب فيكون كما في الكتاب.
Terzuma Yahyah bin Ra kalam kiye is hadees per aur farmaye ki Jab aasim bin Kulaib ki kitab me dekha to kitab me dobara nahi kiya ke ALFAZ MOUJOOD NAHI HAI aur Ye riwayat jayada sahi hai kyu ki ulma ke nazdeek kitab jayada mahfooz hoti hai
Juzz ul rafayadain hadees no 32 [scan link (7) https://drive.google.com/file/d/1cPCCcoutrRQwx5xYUMVtJVNAhK-Cbyn4/view?usp=drivesdk%5D
Al talkhees jild 1 safa no 222
(3) Imam Shafi ra (wafaat 204 hijri) ne tark e rafauldain ki hadees aur Abdullah ibne masood wali riwayat ko rad kar diya aur kahe ki ye hadees SABIT nahi hai
Sunun Al qubra Al Bayhaqi hadees no 2535 [scan link (8) https://drive.google.com/file/d/1B8f2IX3UcCEGRhdzCYhLtbt4ioKzPT4p/view?usp=drivesdk%5D
Kitab Ul Umm jild 7 Safa no 201 baab rafauldain fis Salat, Fatah’ul Bari jild 2 safa no 220
(4) Imam Ahmad bin hunbal ra (wafaat 241 hijri) ne Abdullah ibne masood wali riwayat per kalam kiye
Juzz ul rafayadain hadees no 32 [scan link (9) https://drive.google.com/file/d/1cPCCcoutrRQwx5xYUMVtJVNAhK-Cbyn4/view?usp=drivesdk%5D
Masa’il e Ahmad Riwayata Abdullah bin Ahmad jild 1 safa no 240 fiqr no 326
(5)Imam Bukhari ra (wafaat 256 hijri) kalam kiye is hadees per
Juzz ul rafayadain hadees no 32 [scan link (10) https://1drv.ms/u/s!AmK5PvBYiq4tgie_bEIGyVs1dDGn%5D
Al majmua Sarah al mohajjub jild 3 safa no 372 in maktaba shamila 403
(6) imam Abu Dawud ra (wafaat 275 hijri) kahte hai Abdullah ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho wali riwayat ke motallik
قَالَ أَبُو دَاوُد: هَذَا حَدِيثٌ مُخْتَصَرٌ مِن
ْ حَدِيثٍ طَوِيلٍ وَلَيْسَ هُوَ بِصَحِيحٍ عَلَى هَذَا اللَّفْظِ ابوداؤد کہتے ہیں: یہ ایک طویل حدیث سے ماخوذ ایک مختصر ٹکڑا ہے، اور یہ حدیث اس لفظ کے ساتھ صحیح نہیں۔
Abu Dawud ra kahte hai ye ek tawil hadees se makhooj ek mukhtasar Tukra hai Aur ye hadees is lafz ke saath SAHI NAHI HAI
sunan Abu dawood hadees no 748
[scan link (11) https://1drv.ms/u/s!AmK5PvBYiq4tgVZYumJxKVdt5dS8%5D
Note choudhwi 14dwi sadi me baaz logo ne imam Abu Dawud ra ke is jirah ka inkar kiya hai HALAKE KAYEE MOHADDESHIN NE IMAM ABU DAWUD RA KE QAUL KO NAKAL KIYE HAI ISI HADEES KE TAHET KISI EK MOHADDESHIN RA NE BHI NAHI KAHA KI YE ABU DAWOOD RA KA CALL NAHI HAI
Niche dekhe scan link ke saath
6 (1) imam ibne Abdul bar Ra (wafaat 463 hijri) kahte hai ki Imam Abu dawood ne kaha
وَقَالَ أَبُو دَاوُدَ هَذَا حَدِيثٌ يُخْتَصَرُ مِنْ حَدِيثٍ طَوِيلٍ وَلَيْسَ بِصَحِيحٍ عَلَى هَذَا الْمَعْنَى
ابوداؤد کہتے ہیں: یہ ایک طویل حدیث سے ماخوذ ایک مختصر ٹکڑا ہے، اور یہ حدیث اس معنی کے ساتھ صحیح نہیں
Terzuma Abu Dawud ra kahte hai ye ek tawil hadees se makhooj ek mukhtasar Tukra hai Aur ye hadees is lafz ke saath SAHI NAHI HAI
Al tamhid jild 9 safa no 220 [scan link (12) https://drive.google.com/file/d/1jyyIL1t0kbY1n2TOKqGqtbN2dLj-DwI1/view?usp=drivesdk%5D
6.(2) Muḥammad ibn ʻAbd Allāh Khatib Al-Tabrizi.Matlab Imam Waliuddin Tabrezi ra (wafaat 741 ismi) apne miskat ul masabih hadees no 809 me Imam Abu DAWUD Ra ka qaul nakal kiye
وَقَالَ أَبُو دَاوُدَ: لَيْسَ هُوَ بِصَحِيح على هَذَا الْمَعْنى… ابوداؤد نے فرمایا : اس معنی میں یہ حدیث صحیح نہیں
Terzuma Abu dawood ra ne farmaya is maano me ye hadees sahi nahi
Mishkat ul masabih hadees no 809 [scan link (13) https://drive.google.com/file/d/1x4mz2_WC4r6ZDKzuKVslXIiu5IWb9Szy/view?usp=drivesdk%5D
6.(3) ibne Jouzi (wafaat 597 hijri)ne farmaya :-
وقال أبو داود: ليس بصحيح
Terzuma imam Abu Dawood Ra ne kaha ye hadees sahi nahi hai
Al Tehqeeq fi Ah hadees e Ikhtelaf by Ibne Jouzi Ra jild 1 safa no 335 hadees no 429 ke baad aur 430 se Qabl [scan link (14) https://drive.google.com/file/d/1ul0Vcs2fcjaqcf8DAzKnUJ91k95jq-Vq/view?usp=drivesdk%5D
6.(4) Imam ibne Abdul Hadi Ra (wafaat 744 hijri) farmate hai :-
وقال أبو داود: ليس بصحيح
Terzuma imam Abu Dawood Ra ne kaha ye hadees sahi nahi hai
Tanqih ul Tehqeeq fi Ah hadees by ibne Abdul Hadi Ra jild 2 safa no 134 hadees no 657 ke baad 658 se Qabl [scan link (15) https://drive.google.com/file/d/15gBWzCu6Rq1-Vp-yFhhu4MlBfz9IKILF/view?usp=drivesdk%5D
6.(5) Hafiz Ibne hazar asqalani Ra (wafaat 852 hijri) farmate hai :-
وقال أبو داود: ليس بصحيح
Terzuma imam Abu Dawood Ra ne kaha ye hadees sahi nahi hai
Al talkhees jild 1 safa no 402 [scan link (16) https://drive.google.com/file/d/13WkrTNZcIevNVZYwhiOlfnVLyFXml40F/view?usp=drivesdk%5D
6.(6) Ibne Al Molqin Ra (wafaat 804 hijri) farmate :-
وقال أبو داود: ليس بصحيح
Terzuma imam Abu Dawood Ra ne kaha ye hadees sahi nahi hai
Al badr Al Muneer jild 3 safa no 493 [scan link (17) https://drive.google.com/file/d/1vKBybJL8HmhMIFUFK3q_s1NdyThwha3e/view?usp=drivesdk%5D
6.(7) ibne Al Qatan Al fasi Ra (wafaat 628 hijri) farmate hai :
ُ قَالَ أَبُو دَاوُد: هَذَا حَدِيثٌ مُخْتَصَرٌ مِن
ْ حَدِيثٍ طَوِيلٍ وَلَيْسَ هُوَ بِصَحِيحٍ عَلَى هَذَا اللَّفْظ
Terzuma Abu Dawud ra kahte hai ye ek tawil hadees se makhooj ek mukhtasar Tukra hai Aur ye hadees is lafz ke saath SAHI NAHI HAI
Bayan ul Waham wal Aehyam Fi kitab ul Ahkam jild 3 safa no 365 or 366 fikr no 1109 [scan link
(18) https://drive.google.com/file/d/1Tx0ZQVU9QWJDwGOozeVrELF93WLv77qT/view?usp=drivesdk%5D
maloom hua ki ye ibarat imam Abu Dawud ra hi ki hai aur isi hadees per hai iski dalil mohaddeshin ki gawahi hai or etc
Note Ab hum mohaddeshin Ra ko maane ya choudhhwi sadi ke logo ko maane
(7) Imam Abu Hatim al raazi Ra (wafaat 277 hijri) farmate hai :-
قَالَ أَبِي: هَذَا خطأٌ؛ يُقَالُ: وَهِمَ فِيهِ الثَّوْرِيُّ، وَرَوَى هَذَا الحديثَ عَنْ عاصمٍ جماعةٌ (١) ، فَقَالُوا كلُّهم: إنَّ النبيَّ (ص) افتتَحَ، فَرَفَعَ يدَيه، ثُمَّ رَكَعَ، فطبَّق، وجَعَلَها بَيْنَ رُكْبَتَيْهِ. وَلَمْ يقُلْ أحدٌ ما رواه (٢) الثوريُّ (٣)
Terzuma Ye hadees khata hai kaha jata hai ki (sufiyan) Souri ko us (ke ikhtesar) me waham hua hai kyu ke ek jamat ne isko Aasim bin Kulaib se in alfaz ke saath bayan kiya hai ke Nabi ﷺ ne Namaz suroo ki pas haath uthaye fir ruku kiya aur tatbeeq ki aur apne hatho ko guthno ke darmiyan rakha – kisi doosre ne (sufiya) Souri wali baat bayan nahi ki
Kitab Ul Aelal by Ibne Abi Hatim Ra jild 2 safa no 124 [scan link
(19) https://drive.google.com/file/d/1be71H3d5qm_wb76NgPS6xmTpqpop_u7m/view?usp=drivesdk%5D
(8) Mohammad bin wadha (wajah) ra (wafaat 289 hijri) :-
وَحَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ مُحَمَّدِ بْنُ أَحْمَدَ حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ سَعِيدٍ حَدَّثَنَا سَعِيدُ بْنُ عُثْمَانَ قَالَ سَمِعْتُ مُحَمَّدَ بْنَ وَضَّاحٍ يَقُولُ الْأَحَادِيثُ الَّتِي تُرْوَى عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فِي رفع اليدين ثم لا يعود ضعيفة كُلُّهَا
TERZUMA Mohammad bin wadha (wajah) ra (wafaat 289 hijri) ne tark e rafauldain ki TAMAM AH HADEES KO ZAEEF QARAR DIYA
Al Tamheed Lama fil Moatta man Al Ma’ani wal Asanid by Ibne Abdul barr Ra jild 9 safa no 221 [scan link
(20) https://drive.google.com/file/d/1a2BZp3EOmTQ2i1J1cOxRgeRx2caGxV4k/view?usp=drivesdk%5D
Wa sanad qawi
(9) Abu Baqar Ahmad bin Umar (wa) Al Bejar (wafaat 292 hijri) Ra ne is hadees per jirah ki
وقال أبو بكر أحمد بن عمر البزار وهو حديث لا يث
Al Bahru’zukhah, musnad Al bejar by Al bejar Ra jild 5 safa no 46 hadees no 1608 [scan link (21) https://drive.google.com/file/d/1Qf1H3TNLpmmzo4gJkMA_TazYL0vxTYRH/view?usp=drivesdk%5D
Al Tamheed Lama fil Moatta man Al Ma’ani wal Asanid by Ibne Abdul barr Ra jild 9 safa no 220 [scan link (22) https://drive.google.com/file/d/1jyyIL1t0kbY1n2TOKqGqtbN2dLj-DwI1/view?usp=drivesdk%5D
(10) Mohammad bin Nasar Al marwazi Ra (wafaat 294)
الْإِمَامُ مُحَمَّدُ بْنُ نَصْرٍ الْمَرْوَزِيِّ بِتَضْعِيفِ هَذِهِ اللَّفْظَةِ فِي كِتَابِ رَفْعِ الْيَدَيْنِ، انْتَهَى كَلَامُ
Nisar Al marwazi Ra kalam kiye is hadees per
Ba hawala Nisb ul Raay jild 1 safa no 395 [scan link (23) https://drive.google.com/file/d/1guLbQrgSPVi4kMVHghEGVoABfYBhLtUv/view?usp=drivesdk%5D
Al Ahkam al wasti jild 1 safa no 327
(11) Imam Ibne hibban Ra (wafaat 354) ne farmate hai :-
وهو في الحقيقة أضعف شيء يعول عليه لأن له عللا تبطله
Terzuma Ye Riwayat Haqikat me sabse jayada Zaeef hai kyu ki iski illate hai jo ise batil qarar deti hai
Al Talkhees ul Habir jild 1 safa no 402 [scan link (24) https://drive.google.com/file/d/15gBWzCu6Rq1-Vp-yFhhu4MlBfz9IKILF/view?usp=drivesdk%5D
Al Badr Al Muneer jild 3 safa no 494
(12) imam darutqutni (wafaat 385 hijri) Ra ne farmaya :-
وفيه لفظة ليست بمحفوظة
Terzuma Ye hadees gair mahfooz hai
Al Aelal ul darutqutni jild 5 safa no 172 masla 804 [scan link (25) https://drive.google.com/file/d/1m1zzxl4TY85KLFuU5VdFJB9JDGzTPB9C/view?usp=drivesdk%5D
(13) Imam Hakim Ra (wafaat 405) farmate hai :-
قَالَ الْحَاكِم: هَذَا الْخَبَر مُخْتَصر من أَصله، وَعَاصِم بن كُلَيْب – يَعْنِي: الْمَذْكُور فِي الْإِسْنَاد الأول – لم يخرج حَدِيثه فِي الصَّحِيح، وَذَلِكَ أَنه كَانَ يختصر (الْأَخْبَار) يُؤَدِّيهَا عَلَى الْمَعْنى، وَهَذِه اللَّفْظَة «ثمَّ لم يعد» غير مَحْفُوظَة فِي الْخَبَر
Terzuma imam Hakim Ra is hadees ko Zaeef QARAR diye aur kahe ki ye khabar mahfooz nahi hai
Ba hawala Al badar al munir jild 3 safa no 493 [scan link (26) https://drive.google.com/file/d/1VognPgrID0FyNeh0JaWLETfDEBXtRgTO/view?usp=drivesdk%5D
(14) ibne Qudamah al moqaddasi ra (wafaat 620 hijri) farmate hai ke :- ye hadees Zaeef hai
Al mughni jild 1 safa no 358 masla 690 [scan link (27) https://drive.google.com/file/d/1pPnsDeMcrE_sLuTCGm12OA6LVpiRsdJ9/view?usp=drivesdk%5D
(15) Ibne Al Qatan Al faasi (wafaat 628) Ra farmate hai :-
(1) إنه لايصح
(2) وَقَالَ ابْنُ الْقَطَّانِ فِي كِتَابِهِ الْوَهْمِ وَالْإِيهَامِ:
وَإِنَّمَا النُّكْرُ فِيهِ عَلَى وَكِيعٍ زِيَادَةُ: ثُمَّ لَا يَعُودُ
Terzuma (1) Ibne Al Qatan Al Fasi farmate hai ki ye hadees sahi nahi hai
Terzuma (2) Ibne Al Qatan Al fasi se Zeli hanfi ne nakal kiya ke unhone is Jiyadat (dobara na karne ke) alfaz ko Khata Qarar diya
(1) Bayan ul Waham wal Aehyam Fi kitab ul Ahkam jild 3 safa no 365 or 366 fikr no 1109 [scan link (28) https://drive.google.com/file/d/1DKqkV6P1EijNWt51IZcPuhKYrwbkmOIo/view?usp=drivesdk%5D
(2) Nisb ul Raay jild 1 safa no 395 [scan link (29) https://drive.google.com/file/d/13khHACYNSqs0_hhXwgDaE-V3L1jflOuF/view?usp=drivesdk%5D
(16) Imam Nawwi Ra (670 hijri) farmate hai :-
(فصل فِي ضعيفه)
١٠٨٠ – وحديث ابن مسعود أنه قال: ” أصلي لكم صلاة النبي صلى الله عليه وسلم فلم يرفع إلا مرة اتفقوا على تضعيفه
١٠٨١ – وأنكروا عَلَى التِّرْمِذِيّ قَوْله: ” إِنَّه حسن
Yaani imam Tirmidhi ra ke alawa sab motaqaddemin (mohaddeshin) ka is hadees ke Zaeef hone per ittefaq hai
Khulasa Tul Ahkam jild 1 safa no 354 hadees no 1080 [scan link (30) https://drive.google.com/file/d/1yskcYv4MYkdQQ2hwRe_JsymTVzR_Yjxu/view?usp=drivesdk%5D
(17) Abdul Haqu Shibli Ra (wafaat 584) farmate hai :-
وهذا أيضا لا يصح
Terzuma ye hadees sahi nahi kaha
Al Ahkam al wasti jild 1 safa no 367 [scan link (31) https://drive.google.com/file/d/13JleUokonAcxB1gujr0ZpOLLoIVQlyVH/view?usp=drivesdk%5D
(18) ibne Al Molqin Ra (wafaat 804 hijri) farmate hai :-
وَهُوَ حَدِيث ابْن مَسْعُود فَهُوَ حَدِيث ضَعِيف أَيْضا،
Terzuma Ye Hadees ZAEEF Hai
Al badar al munir jild 3 safa no 492 [scan link (32) https://drive.google.com/file/d/1H3rt9c8xaju-Dm5BCy1ZedNnSTbanGd2/view?usp=drivesdk%5D
YE SAB UMMAT E MUSLIMA KE MASHOOR ULMA THE INKA IS RIWAYAT KO MOTTAFIKA TOR PER ZAEEF WA MALOOL QARAR DENA TIRMIDHI RA WA IBNE HAJAM RA KI TASIH PER HAR LEHAZ SE MOQADDAM HAI LEHAZA YE HADEES BILA SHAK WA SUBAH KE ZAEEF HAI Kyu ki jumhoor mohaddeshin ra huzzat hote hai
DOOSRA JAWAB
Note is riwayat ka daro madar sufiyan e souri per hai Aur sufiyan e souri modallis hai
Taqreeb ul tehzeeb 2445
[scan link (33) https://drive.google.com/file/d/1eKs8Tr3X0XUkWNkqlvyHbXHQjRxLLxYM/view?usp=drivesdk%5D
Degar mohaddeshin ne sufiyan e souri ko modallis Qarar diye hai
(1) Imam Bukhari Ra Ne sufiyan e souri ko Modallis QARAR diye
Al Tamheed Lama fil Moatta man Al Ma’ani wal Asanid by Ibne Abdul barr Ra jild 1 safa no 35 [scan link (34) https://drive.google.com/file/d/1KXeo2FVXICeOzucm33Wfu10Ax5valT19/view?usp=drivesdk%5D
al Ailal al kabir lil Tirmidhi 2/966
(2) Yahya Bin Moyeen Ra ne kaha sufiya e souri modallis hai
Jirah wa tadeel by ibne Abi Hatim Ra jild 4 safa no 225 [scan link (35) https://drive.google.com/file/d/1le8hkcogp9GusWRqaujF8MAuyDfYNzkY/view?usp=drivesdk%5D
wa sanad sahi
(3) imam hazar asqalani ra ne sufiya e souri ko. Modallis kaha hai
Taqreeb ul tehzeeb 2445
[scan link (36) https://1drv.ms/u/s!AmK5PvBYiq4tgiiWJyxLWjlbzaj0%5D
Tabkat ul modallisin al martaba al saniya safa no 32
(4) Abu Mahmood Al Moqaddasi Ra ne Sufiyan e souri ko modallis QARAR diya hai
Qashida fi Al Modalliseen safa no 47 [scan link (37) https://drive.google.com/file/d/1bsnJ7YGI1qf_D9MrU1ZBXhG_29RuM1Xo/view?usp=drivesdk%5D
(5) ibne Al turqamani Hanfi Ra ne Sufiyan E Souri ko modallis QARAR diye
عزة فيه ثلاث علل – الثوري مدلس وقد عنعن
Al jawahid Al Nakhi by tukqamai jild 8 safa no 262 [scan link (38) http://shamela.ws/browse.php/book-1184#page-1918%5D
Note .modallis ki anana matlab An wali riwayat kabile huzzat nahi hoti hai illa ye ki uski sama ki tashree sabit ho jaaye matlab modallis ki riwayat sama ki tashree ke begair Zaeef hoti hai
(6) Imam Zehbi Ra kahte hai :-
(1) وقال : أنه كان يدلس عن الضعفاء، ولكن له نقد وذوق، ولا عبرة لقول من قال: يدلس ويكتب عن الكذابين
Aur kaha
(2) وَكَانَ يُدَلِّسُ فِي رِوَايَتِهِ، وَرُبَّمَا دَلَّسَ عَنِ الضُّعَفَاءِ.
(3) أَنَّهُ كَانَ يُحَدِّثُ عَنِ الضُّعَفَاءِ
(1) Terzuma Imam Hafiz Zehbi Ra ke gawahi se maloom hota hai ki Sufiyan Ra Zaeef logo se Tadlees karte the
Mizan ul Aetedal jild 2 safa no 169 [scan link (39) https://drive.google.com/file/d/13qW0WvgyWnoEfa6354GydlOrhFqL_66Z/view?usp=drivesdk%5D
(2) Terzuma Yaad rahe ki jo Johfa se Tadlees kare uski An (begair tashree sama) wali riwayat Zaeef hoti hai
Siyar A’lam Al-Nubala’i Jild 7 Safa no 242 [scan link (40) https://drive.google.com/file/d/1lyM5pHW8eEarkog_3xri4REz4uScTs2U/view?usp=drivesdk%5D
(7) Abu Baqar Al Sairfi Ra (wafaat 330 hijri) aur Ibne Abi Salah (wafaat 794 hijri) Ra farmate hai :-
كل من ظهر تدليسه عن غير الثقات لم يقبل خبره حتى يقول حدثني وسمعت
Terzuma Har Rawi jiski Gair Siqah Rawiyo se Tadlees Jahir ho jaaye to uski riwayat us waqt tak Maqbool nahi jabtak wo حدثني ya سمعت na kahe. yaani uski sima ki tashree ke baad hi riwayat Maqbool hogi
(1) Alnokat Ali Moqadamah ibne abi Salah jild 2 safa no 38 Qabl hadees no 15 [scan link (41) https://drive.google.com/file/d/1SvKEWB8NRgjwQWDrk2ChDhQFCExBlje3/view?usp=drivesdk
(2) Alnokat Ali Moqadamah ibne abi Salah jild 2 safa no 38 Qabl hadees no 155 scan link (42)
https://drive.google.com/file/d/1UTmgaDdVcDatoUKTvI0BDnAN9VzPhdXm/view?usp=drivesdk%5D
(8) Salauddin Al Aelayee Ra (wafaat 761 hijri) farmate hai :-
من يدلس عن أقوام مجهولين لا يدري من هم كسفيان الثوري
Terzuma Yaani Sufiyan E Souri Un majhool logo se tadlees karte the jinka pata bhi nahi chalta
Jame ul tashreel fi Ahkam Al muraseel safa no 99
[scan link (43) https://drive.google.com/file/d/19iOaNShysrJ2S_ND2oKPwLWYerkNqHMX/view?usp=drivesdk%5D
(9) Hafiz Ibne Razzab Ra farmate hai :-
وقد كان الثوري وغيره يدلسون عمن لم يسمعوا منه أيضاً
Terzuma Yaani Sufiyan Al Souri Wagairah Un logo se bhi tadlees karte the Jin se unka sama nahi hota tha
Sarah Aelal ul Tirmidhi jild 1 358 [scan link (44) https://drive.google.com/file/d/15ULmMat6_hEHELgFZZLShX7s8dL4fXgd/view?usp=drivesdk%5D
(10) Abu Nuyeem Al fazal dikkin al koofi
Tarikh e abi jar’ata Al Damishq 1196 sanad sahi
(11) Abu Asim Al jehak bin mukhlid Al Nabil
Sunun Darutqutni jild 3 safa no 201 hadees no 3423 sanad sahi
(12) Ali bin Abdullah Al madni
Al kafiya lil khatib safa no 362 sanad sahi
(13) Abu jarh ibne Airaqi
قال مشهور بلتدليس
Kitab Ul Modalliseen safa no 21
(14) Imam Hakim Al Mustadrak Ra
Marfat Uloom ul hadees lil hakim safa no 105,106 tahet 351,353
(15) Badruddin Aini hanfi Ra farmate hai :-
وسفيان من المدلسين، والمدلس لا يحتج بعنعنته إلا أن يثبت سماعه من طريق آخر
Terzuma Sufiyan Raawi modallis hai Aur modallis ka Anana Qabil e huzzat nahi hota illa ye ki uski Sama ki tashree (ya motab’at) mil jaaye
Umdat ul Qari jild 3 safa no 167 hadees no 214 ke tahet maktaba shamila me jild 3 safa no 122 [scan link (45) https://drive.google.com/file/d/17G9kjAOBKnZMIJL_s3qUiOf2diYpXWN7/view?usp=drivesdk%5D
(16) Al Kurmani Ra
Sarah sahi bukhari jild 3 safa no 62 hadees no 213
(17) Imam ibne hibban Ra
Al Aehsaan tabah Jadid jild 1 safa no 61
(18) Al Suyuti Ra
Asma man Urf Bil tadlees safa no 24
(19) Al Halbi Ra
Al Tabiyeen fi Asma Al Modalliseen 27
(20) Al Qustulani Ra farmate hai :-
سفيان مدلس وعنعنة المدلس لا يحتج بها إلا أن يثبت سماعه بطريق آخر،
Terzuma Sufiyan Raawi modallis hai Aur modallis ka Anana Qabil e huzzat nahi hota illa ye ki uski Sama ki tashree (ya motab’at) mil jaaye
Irshad ul saari Sarah Sahi Bukhari jild 1 safa no 286 hadees no 215 ke tahet [scan link (46) https://drive.google.com/file/d/1hqW_Egn4AZ5uMr37XtFbjxdAoS2QW2VO/view?usp=drivesdk%5D
قال الألباني: إسناده ضعيف لعنعنة أبي قلابة فإنه مذكور بالتدليس
Terzuma Alama Nasiruddin Albani Ra ne ek Sanad ko Abu Qelaba ke Anana ki wajah se Zaeef kaha hai
Sahi ibne khuzaima jild 3 safa no 268 hadees no 2043 ke tahet [scan link (47) https://drive.google.com/file/d/1CKKRVYXNKjBvKilvk325MvV7WqhGHcAn/view?usp=drivesdk%5D
Note Halake Abu Qelaba Ra Modallis nahi hai
Imam Abu hatim Al raazi Ra ne unper Tadlees ke ilzam ki Tardid ki hai dekhe Aljirah wa tadeel jild 5 safa no 58 [scan link (48) https://drive.google.com/file/d/1wLsQo3fucs_m0HeTF5FTrfv9AVC_wB5-/view?usp=drivesdk%5D
Note Abu Qelaba Ra jo modallis bhi nahi the aur johfa logo se tadlees bhi nahi karte the unki riwayat ko Anana ki wajah se Imam Albani Ra Zaeef Qarar diye Lekin Sufiyan E souri modallis hai aur ye johfa se tadlees karte the inki riwayat ko imam Albani Ra Apne Mishkat ul masabih me Tasahih kardi hai
Hum dalail se sabit kar chuke hai ke Alama Albani Ra ki ye baat galat hai Aur Mohaddeshin Ra ke Qawaid ke khelaf hai Lehaza Mardood hai.
مدلس كا عنعنه
Modallis Ka Anana
(1) Hafiz Ibne Alsalah Ra (wafaat 643 hijri) farmate hai :-
“والحكم بأنه لا يقبل من المدلس حتى يبين, قد أجراه الشافعي فمن عرفناه دلس مرة,
Terzuma  Hukm ye hai ke Modallis ki sirf wahi riwayat Qubool ki jayegi jisme wo Sama ki tashree kare – ye baat (imam) SHAFI Ra ne har us shaks per zari farmayi hai jo ek dafa hi tadlees kare
Uloom ul Hadees, moqadma ibne AlSalah Jild 2 safa no 97 or 88 [scan link (49) https://drive.google.com/file/d/1iKWy7gTAo_KfdZDledlzb87lotoCUa4Z/view?usp=drivesdk%5D
[scan link (50) https://drive.google.com/file/d/1J2lnd5nHmGkEthVfMROZXx0Y-tE39yeo/view?usp=drivesdk%5D
Altadlees wal modalliseen by Shaikh Hammad Ansari Ra safa no 94 [scan link (51) https://drive.google.com/file/d/1XY8eGz8m1h5VhMxs6wmwGdb7akS64GWT/view?usp=drivesdk%5D
Al Risala lil Imam Shafi Ra safa no 380 fiqr 1035 [scan link (52) https://drive.google.com/file/d/1nrSiiI6BDcLeQqqr7OHif5Sg6vKTozIR/view?usp=drivesdk%5D
(2) Imam Yahyah Bin Moyeen Ra (wafaat 233 hijri) farmate hai ki Modallis Apni Tadlees me huzzat nahi hota
Al Tamheed Lama fil Moatta man Al Ma’ani wal Asanid by Ibne Abdul barr Ra jild 1 no 18 [scan link (53) https://drive.google.com/file/d/1GL_OcTPGDqpo606GKu-I1uKgkzF2SLZJ/view?usp=drivesdk%5D
Al Kafaya safa no 362 sanad sahi
TABQA E SHANIA KI BAHAS
Note degar Dalail ke roshni me maloom hua ke Sufiyan e souri gajab ke modallis the.
Lehaza unko darja e Shania me zikr karna galat hai magar hafiz Ibne Hazar Asqalani Ra ne unko Darj e shania me zikr kiya hai
Tabqat ul Modalliseen 32 [scan link (54) https://drive.google.com/file/d/1qtNcpBOwPmIgyKuY1A1jkU7WQy5XySF5/view?usp=drivesdk%5D
Lekin Hakim Nisha poori Ra ne Hafiz Ibne Hazar asqalani ra se pahle sufiya e souri ko tabqa Shalasa me zikr kiya hai
Ma’arfat e uloom ul hadees safa no 106 [scan link (55) https://drive.google.com/file/d/1Qc4EiYgr4ViO_l8DukP4ny3YkztOF0cz/view?usp=drivesdk%5D
Maktaba shamila scan link parhe 5 or 6 line http://shamela.ws/browse.php/book-13179#page-24%5D
jame al Tahseel safa no 99 [scan link (56) https://drive.google.com/file/d/1kizW-0yOOxZGKjMppxFqBxbNatCHOpAY/view?usp=drivesdk%5D
Note Hakim Nisha poori Ra ibne hazar Asqalani ra se jayada Mahir Aur Motaqaddim the aur degar dalail ke roshni me Hakim Nishapuri Ra ki baat Sahih Aur ibne Hazar Asqalani Ra ki baat galat hai
TEESRA JAWAB
Sufiyan e souri ke is hadees me ruku se pahle aur ruku ke baad wale rafauldain ka zikr nahi hai lehaza ye riwayat mozammil hai agar is hadees ko aam tasawwur kiya jaaye to moqallidin khud is hadees per amal nahi karte hai.
(1) Moqallid witr me Takbeer e Tahreemah ke baad ruku se pahle rafauldain karte hai
(2) moqallid Eidain me Takbeer e Tahreemah ke baad rafauldain karte hai
Agar witr aur Eidain ke takhsis degar riwayat se sabit hai to ruku se pahle aur ruku ke baad ki takhsis bhi Sahihain ki riwayat se sabit hai
Is hadees se tark e rafauldain karne wale apne witr aur Eidain ki rafauldain ko bachane ki kosis kare isper jo un logo ka jawab hai. Wahi mera jawab hai
Choutha jawab
Jaisa ke uper gujar chuka hai ki is hadees me ruku se pahle aur ruku ke baad ke rafauldain ka zikr nahi hai.
Imam Faqih mohaddis Abu dawood Ra ne is Zaeef hadees per ye baaba bandha hai
Baab باب من لم يذكر الر فع عندالركوع
Terzuma yaani baab uska jisne ruku se pahla rafauldain ka zikr nahi kiya.
Sunun Abu dawood hadees no 748 se Qabl
Aur ye baat aam Talba ko maloom hai ki (saboot zikr ke baad) Adam e zikr se nafi e zikr lazim nahi
(1) ibne Al Turqumani HANFI (wafaat 745 hijri) farmate hai :-
ومن لم يذكر الشئ ليس بحجة على من ذكره ثم ذكر
Terzuma jo kisi chij ko zikr na kare wo usper huzzat nahi hai jo kisi chij ko zikr kare
Al Zouhar Al Nakhi jild 2 safa no 317 [scan line (57) no 7 or 8 parhe http://shamela.ws/browse.php/book-1184#page-1092%5D
(2) Imam ibne Hazar Asqalani Ra farmate hai :-
وَلَا يلْزم من عدم ذكر الشَّيْء عدم وُقُوعه
Terzuma Kisi chij ke Adam e zikr se uska Adam Waqu lazim nahi aata
Al Dirayata fi takhreez ah hadees by ibne hazar asqalani ra jild 1 safa no 225 hadees no 292 [scan link (58) http://shamela.ws/browse.php/book-5908#page-218%5D
Panchwa jawab
Sufiyan e souri ki Zaeef hadees me nafi hai aur Sahihain Wagairah ki Motawatir Ah hadees me isbat hai.
Ye baat Aam talba ko bhi maloom hai ki isbat nafi per moqaddam hai
(1) Imam Nawwi ra ne farmaya
أَنَّ أَحَادِيثَ الرَّفْعِ أَوْلَى لِأَنَّهَا إثْبَاتٌ وَهَذَا نَفْيٌ فَيُقَدَّمُ الْإِثْبَاتُ لِزِيَادَةِ الْعِلْمِ
Terzuma RAFAULDAIN ki (sahi) Ah hadees per amal karna Awla hai kyu ke wo isbat hai aur ye (sufiyan e souri ki Zaeef hadees) nafi hai pa’s isbat ko jiyadat ilm ki wajah se nafi per moqaddam kiya jayega
Al majmua Sarah Al mohazzab by imam Nawwi Ra jild 3 safa no 372 [scan link (59) https://drive.google.com/file/d/101FQAH3Zfk3cI5Ug9sigAAOgZFJgjqM2/view?usp=drivesdk%5D
Mazeed tehqeeq ke liye dekhe Fatah’ul Bari jild 1 safa no 333
Chhatha (6tha) jawab
(1) imam Nawwi Ra farmate hai apni kitab me :-
ذكره اصحابنا قالوا صَحَّ وَجَبَ تَأْوِيلُهُ عَلَى أَنَّ مَعْنَاهُ لَا يَعُودُ إلَى الرَّفْعِ فِي ابْتِدَاءِ اسْتِفْتَاحِهِ وَلَا فِي أَوَائِلِ بَاقِي رَكَعَاتِ الصَّلَاةِ الْوَاحِدَةِ وَيَتَعَيَّنُ تَأْوِيلُهُ جَمْعًا بَيْنَ الْأَحَادِيثِ
Terzuma Imam Nawwi ra farmate hai ki hamare Sathiyo ne zikr kiya hai ke Agar ye hadees sahi hoti? to iska Mafhoom ye hota ke suroo namaz me Aur baaki rakat ke suroo me dobara rafauldain nahi karte the (iska ruku wale rafauldain se koi talluk nahi hai) is Taweel ke saath TAMAAM Ah hadees per Amal ho jata
Al majmua Sarah Al mohazzab by imam Nawwi Ra jild 3 safa no 372 in maktaba shamila 403 [scan link (60) https://drive.google.com/file/d/101FQAH3Zfk3cI5Ug9sigAAOgZFJgjqM2/view?usp=drivesdk%5D
Comments