Naaf ke niche hath bandane ki Hadees me tahrif post no.4,
Naaf ke niche hath bandane ki Hadees me tahrif post no.4,
Zaheer salafi
حدثنا وكيع, عن موسى بن عمير, عن علقمة بن وائل بن حجر, عن أبيه قال: رأيت النبي صلى الله عليه وسلم وضع يمينه على شماله في الصلاة حتت السرة
“Waael bin Hujar raziyallahu anhu kehte he ke mene Allah ke Nabi
ko dekha, aapne namaz me apne daae'n hath ko
baae'n hath par zer e naaf rakha
Musanaf Ibne Abi Shaiba: 1 safa no.390.
Is hadees me tahat as surrah ke alfaz deobandiyo ne gde he isme vo lafz nhi te apna zaif or jhuta mazhab bachane ke liye hanfiyo ne ise ghada he
Ye kaam sabse pehle
(1) Pakistan ke hanafi Idaaratul Quran wal Uloom wal Islamiya, Karachi ne kiya. Phir inhee'n
ki dekha dekhi Pakistan ke ek doosre
(2) maktaba Tayyab Academy Bairoon Bohad Gate, Multan ne Musannad Ibne
Abi Shaiba ke ek doosre nusqhe mein yehi tehreef ki. Aur inhee'n ke naqsh e qadam par chalte hue Pakistan ke ek teesre
(3) hanafi matkaba Maktaba Imdadiya, Multan ne bhi isi nusqhe mein tehreef ki.
Musannaf Ibne Abi Shaiba (Matbua Abul Kalam Azaad Academy, India (1386h) Ka gdha gya phala nusqa 👇
Scan link.https: //drive.google.com/file/d/1YVSr2vajwFlMd39erOEzQ411lRVnl3xo/view? Usp = drivesdk
2) Doosra Nusqha: Musannaf Ibne Abi Shaiba (Matbua Ad Daarus Salafiyya, India (1399h) 👇 Ka ghada huwa nusqa
Scan link.https: //drive.google.com/file/d/1YXCtbizmQtMnjRkcsTD-F6pPu8SHdDWW/view? Usp = drivesdk
3) Teesra ghada huwi ibarat Nusqha: Musannaf Ibne Abi Shaiba Ba-Tehqheeq Habibur Rahman Azmi Hanafi) (Matbua
Maktaba Imdadiya, Makka Mukarrama (1403h)
Scan link.👇
.
https://drive.google.com/file/d/1YaEelCnmQFJq94Ei4khIhkptrWCzBMIf/view?usp=drivesdk
👆Ye in nusqo me hanfiyo ne tahreef ki he tahat as surrah ki
Jabki asal ibarat yu he 👇
حدثنا وكيع, عن موسى بن عمير, عن علقمة بن وائل بن حجر, عن أبيه قال: رأيت النبي صلى الله عليه وسلم وضع يمينه على شماله في الصلاة
Hajrate waieel bin hujar khate he Nabi ﷺ
namaz me apna daya hath bate hath par rakhte
1 ..Musannaf Abi Shaiba Vol 2 Page 309 👇
Scan link.https: //drive.google.com/file/d/1YkfHbolpKNg6FpgtTj6SYtSGpNdAhn5O/view? Usp = drivesdk
2Musannaf Ibne Abi Shaiba (Ba-Tehqheeq Kamal Yusuf al Hoot) (Matbua Dar ut
Taaj, Beirut) (1409h)
Is nusaqe me bi tahat as surrah alfaz nhi he scan link.👇
https://drive.google.com/file/d/1YkzAalro-up_CiZlwqdRzBxNomb9Y4vB/view?usp=drivesdk
: 3 Musannaf Ibne Abi Shaiba (Ba-Tehqheeq Muhammad Abdus Ssalam Shaheen (Matbua
Dar ul Kutub al Ilmiyya) (1416h)
Isme bi tahat as surrah ke alfaz nhi he
Scan Dekhe 👇
https://drive.google.com/file/d/1Yqx_S3z9X3MTo4PFzNGnZzQB37xpKgc8/view?usp=drivesdk
Isi trha is nusqe ki chapai in maktba se bi huwi lekin Kisi bi me bi tahat as surrah ke alfaz nhi he 👇
Nusqha: Musannaf Ibne Abi Shaiba (Ba-Tehqheeq Hamd al Juma Muhammad al Luhaidan) (Matbua Maktaba
ar Rushd, Riyadh) (1425h)
Nusqha: Musannaf Ibne Abi Shaiba (Ba-Tehqheeq Usaama bin Ibrahim) (Matbua Dar ul
Farooq, Egypt) (1429h)
Musannaf Ibne Abi Shaiba (Ba-Tehqheeq Usaama bin Ibrahim) (Matbua Dar ul Farooq, Egypt)
(1429h
Iske allawa Kai motabar nusqe he lekin Kisi me bi tahat as surrha nhi he is link par UN nusqe Ka scan he
Scan link.👇
https://drive.google.com/file/d/1_Ts3CQa12r0iyP6hAh-_ODFBhVURZuRP/view?usp=drivesdk
https://drive.google.com/file/d/1_PyVvCjQKr2-RsN3WQwoyrnmOOMItROL/view?usp=drivesdk
.1) .. Allama Muhammad Hayat Sindhi Hanafi bi kehte he👇
يف ثبوت زياده: حتت السرة نظر ، بل هي غلط ، منشأه السهو ، فإين راجعت نسخة صحيحة للمصنف فرأيت فيها هذا احب
السند ، وهبذه األلفاظ ، إال أنه ليس فيها حتت السرة.
“Tahat as surrah السرة تحت) zer e naaf) ki ziyaadati ka
suboot mahel e nazar hai. Balkey ye ghalat or sahoo
ka nateeja he
Kyou'nke mene Musannaf Ibne Abi
Shaiba ka saheeh nushqa dekha hai or isme me
ye hadees inhee alfaaz ke sath dekhi he lekin is
me ye tahat as surrah السرة تحت) zer e naaf ke lafz nhi he
Unul mabud Sarha Abu dawood Jild-2 safa no.462 scan link.👇
https://drive.google.com/file/d/1Z3aw6dEB21bMg4PmtQqpSNscRFX_YSUm/view?usp=drivesdk
2) Isi trha allama Anwar shah kasmeeri khate he
وال عجب أن يكون كذالك ، فإنه راجعت ثالث نسخ للمصنف فما وجدت يف واحدة منها.
“Koi ajab nhi ke isi tarha ho, kyuke mene Musannaf Ibne Abi Shaiba ke teen (3) qalmi nusqhe dekha he, in teeno mein se kisi ek me bhi ye ziyaadati mene nahi paai
Faiz ul Baari: jild 2 safa .333👇, scan link
https://drive.google.com/file/d/1ZJVGnWkRy6ONdrqwAG21KXoFK1P4de3E/view?usp=drivesdk
Or ye alfaz jayadati he iski sabse bdi daleel ye he ki is hadees ko kai muhaddis ne apni kitab me darj Kiya lekin Kisi ne bi tahat as surrah ke lafz nakal nhi Kiya .or sari hadeese sanad me Ravi waqih ke waste se hi hain
1) ye hadees waqih ke waste se imam ahemad me bi mojud he lekin tahat as surrah ke bagher
حدثنا وكيع, عن موسى بن عمير, عن علقمة بن وائل بن حجر, عن أبيه قال: رأيت النبي صلى الله عليه وسلم وضع يمينه على شماله في الصلاة
Hajrate waieel bin hujar khate he nbi
S a v namaz me apna daya hath bate hath par
قال البانی صحیح
Musnad ahemad jild 8 safa no.247. hadees no.19051..)
Scan link 👇
https://drive.google.com/file/d/1ZWRpYrkiHjhO_x4qOn7qf1VqQyd4Mzs6/view?usp=drivesdk
2) ye hadees sarha sunnha me mojud hain waqih ke waste se lekin usme bi tahat as surrah ke alfaz nhi
أخبرنا أحمد بن عبد الله الصالحي، أخبرنا أبو بكر أحمد بن الحسن الحيري، أنا حاجب بن أحمد الطوسي، نا عبد الله بن هاشم، نا وكيع، نا موسى بن عمير العنبري، عن علقمة بن وائل الحضرمي، عن أبيه، قال: «رأيت رسول الله صلى الله عليه وسلم واضعا يمينه على شماله في الصلاة
Hajrate waieel bin hujar khate he nbi
S a v namaz me apna daya hath bate hath par
Sarha sunnah jild 3 safa no.3 hadees no.569 scan link.👇
https://drive.google.com/file/d/1ZcgvqjDYUbactmEb20x5up565MQjS-2G/view?usp=drivesdk
3)ye hadees sunan darqutni me waqih ke waste mojud he lekin usme bi tahat as surrah ke alfaz nhi
حدثنا الحسين بن إسماعيل , وعثمان بن جعفر بن محمد الأحول , قالا: نا يوسف بن موسى , نا وكيع , نا موسى بن عمير العنبري , عن علقمة بن وائل الحضرمي , عن أبيه , قال: «رأيت رسول الله صلى الله عليه وسلم واضعا يمينه على شماله في الصلاة
Hajrate waieel bin hujar khate he nbi
S a v namaz me apna daya hath bate hath par
Sunan darqutni jild 1 safa 409 hadees no.1101 Scan link.👇
https://drive.google.com/file/d/1_GeecgoA6RM2NnLL5PUUu1lzttxvTcwr/view?usp=drivesdk
4)yhi riwayat marifat lil tarikh Al Farsi me waqih ke waste he lekin usme bi tahat as surrah ke alfaz nhi
Tarikh Al Farsi .jild3 safa no.121
Scan Dekhe 👇
https://drive.google.com/file/d/1_JPqkvvXzQXnl8WhISiw3xE6NhnfPAbE/view?usp=drivesdk
5) ye riwayat sunan qubra me bi waqih ke waste se he lekin isme bi tahat as surrah ke alfaz nhi
Sunan qubra jild 2 safa no.28 hadees no.2324 scan Dekhe 👇
https://drive.google.com/file/d/1_3hIIeDOpG30Do0rcGAE3ccUJKL_m0iM/view?usp=drivesdk
6) ye riwayat mojamul kabeer tabrani me bi waqih ke waste hain mojud he lekin usme bi tahat as surrah ke alfaz nhi
Mojamul kabeer tabarni jild 22, safa no.9 hadees no.1
Scan Dekhe 👇
https://drive.google.com/file/d/1_F7JoTL5DRX7V436O5pVo55OBs78tp6m/view?usp=drivesdk
Note.is ijafa Kiya gya he hanfiyo ki traf se Apne batil or zaif majhab ko bachane ke liye
Naaf ke niche hath Bandane ki 7 zaif sanad
https://kitabullha.blogspot.com/2020/12/no.html?m=1
Post.2 hajrate Ali ki traf mansub naaf ke niche hath Bandane ki hadees ki tahqeeq post link.👇https://kitabullha.blogspot.com/2020/12/hajrate-ali-rd-ki-traf-mansub-naf-ke.html?m=1
Post. 3 n naf ke niche hath Bandane ki hadees ki tahqeeq
https://kitabullha.blogspot.com/2020/12/namaz-me-naaf-ke-niche-hath-bandane-ki.html?m=1
Comments