Kya ameere Muawiya raziyallahu anhu haram kaam karte the Abu dawood 4131 . difa sahaba post 6)
Kya ameere Muawiya raziyallahu anhu haram kaam karte the Abu dawood 4131
difa sahaba post 6)
Zaheer salafi
Bhut sare Mirza Ali ke dase huwe juhala ameere Muawiya raziyallahu anhu par tabara karte Hain or un par Jaban darzi karte Hain or bole bale Kam ilmi logho ke samne ameere Muawiya raziyallahu anhu se unka jhan kharab karte Hain or ye khate Hain ki ham to Hadees bta rahe Hain or ye taasur dethe Hain ki maaz allah Muawiya raziyallahu anhu haram kaam Kiya karte the or vo Hasan raziyallahu anhu ki wafat par khus the.or vo to ahle bait ke dusman the.
Note jitni bi riwayate is talluq se ki Muawiya raziyallahu anhu ne ahle bait se bugj rakhte the vo sab zaeef Hain.
Or hum difa Sahaba post 4 me bta chuke Hain ki khud Muawiya raziyallahu anhu ne ahle bait Hasan raziyallahu anhu ke fazail bayan kiye Hain . balki asi munfarid fazail jisko siway Muawiya raziyallahu anhu ke Kisi ne bayan Nahi Kiya .
_________________
Kya Muawiya raziyallahu anhu haram kaam karte the or Hasan raziyallahu anhu ki wafat par khus huwe riwayat ki tahaqiq
Imam Abu dawood wafat 275) farmate Hain*
حَدَّثَنَا عَمْرُو بْنُ عُثْمَانَ بْنِ سَعِيدٍ الْحِمْصِيُّ، حَدَّثَنَا بَقِيَّةُ، عَنْ بَحِيرٍ، عَنْ خَالِدٍ، قَالَ: وَفَدَ الْمِقْدَامُ بْنُ مَعْدِ يكَرِبَ، وَعَمْرُو بْنُ الْأَسْوَدِ، وَرَجُلٌ مِنْ بَنِي أَسَدٍ مِنْ أَهْلِ قِنَّسْرِينَ إِلَى مُعَاوِيَةَ بْنِ أَبِي سُفْيَانَ، فَقَالَ مُعَاوِيَةُ لِلْمِقْدَامِ أَعَلِمْتَ أَنَّ الْحَسَنَ بْنَ عَلِيٍّ تُوُفِّيَ، فَرَجَّعَ الْمِقْدَامُ، فَقَالَ لَهُ رَجُلٌ: أَتَرَاهَا مُصِيبَةً ؟ قَالَ لَهُ: وَلِمَ لَا أَرَاهَا مُصِيبَةً وَقَدْ وَضَعَهُ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ فِي حِجْرِهِ، فَقَالَ: هَذَا مِنِّي، وَحُسَيْنٌ مِنْ عَلِيٍّ، فَقَالَ الْأَسَدِيُّ: جَمْرَةٌ أَطْفَأَهَا اللَّهُ عَزَّ وَجَلَّ، قَالَ: فَقَالَ الْمِقْدَامُ: أَمَّا أَنَا فَلَا أَبْرَحُ الْيَوْمَ حَتَّى أُغَيِّظَكَ وَأُسْمِعَكَ مَا تَكْرَهُ، ثُمَّ قَالَ: يَا مُعَاوِيَةُ إِنَّ أَنَا صَدَقْتُ، فَصَدِّقْنِي وَإِنْ أَنَا كَذَبْتُ، فَكَذِّبْنِي، قَالَ: أَفْعَلُ، قَالَ: فَأَنْشُدُكَ بِاللَّهِ هَلْ تَعْلَمُ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ نَهَى عَنْ لُبْسِ الذَّهَبِ ؟ قَالَ: نَعَمْ، قَالَ: فَأَنْشُدُكَ بِاللَّهِ هَلْ تَعْلَمُ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ نَهَى عَنْ لُبْسِ الْحَرِيرِ ؟ قَالَ: نَعَمْ، قَالَ: فَأَنْشُدُكَ بِاللَّهِ هَلْ تَعْلَمُ أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ نَهَى عَنْ لُبْسِ جُلُودِ السِّبَاعِ وَالرُّكُوبِ عَلَيْهَا ؟ قَالَ: نَعَمْ، قَالَ: فَوَاللَّهِ لَقَدْ رَأَيْتُ هَذَا كُلَّهُ فِي بَيْتِكَ يَا مُعَاوِيَةُ، فَقَالَ مُعَاوِيَةُ: قَدْ عَلِمْتُ أَنِّي لَنْ أَنْجُوَ مِنْكَ يَا مِقْدَامُ، قَالَ خَالِدٌ: فَأَمَرَ لَهُ مُعَاوِيَةُ بِمَا لَمْ يَأْمُرْ لِصَاحِبَيْهِ وَفَرَضَ لِابْنِهِ فِي الْمِائَتَيْنِ، فَفَرَّقَهَا الْمِقْدَامُ فِي أَصْحَابِهِ قَالَ: وَلَمْ يُعْطِ الْأَسَدِيُّ أَحَدًا شَيْئًا مِمَّا أَخَذَ فَبَلَغَ ذَلِكَ مُعَاوِيَةُ، فَقَالَ: أَمَّا الْمِقْدَامُ فَرَجُلٌ كَرِيمٌ بَسَطَ يَدَهُ وَأَمَّا الْأَسَدِيُّ فَرَجُلٌ حَسَنُ الْإِمْسَاكِ لِشَيْئِهِ .
Miqdam bin maedi karib, umro bin Aswed aur bani
Asad ke fansirin ke rehne walay 1 shakhs muawiya
bin abi Sufyan razi Allah anhuma ke paas aeye, to
muawiya razi Allah anho ney Miqdam se kaha : kya
aap ko khabar hai ke hasan bin Ali razi Allah
anhuma ka intqaal ho gaya? Miqdam ney yeh sun
kar « innaa lillah wa ina ilahi rajiun » parha to un se
1 shakhs ney kaha : kya aap usay koi museebat
samajte hain? to unhon ney kaha : mein usay
museebat kyun nah samajhon ke rasool Allah sale
Allah aleh wasalam ney inhen apni goad mein
bithaya, aur farmaya : yeh mere mushaba hai, aur
Hussain Ali ke .ye sun kar asadi ne kha vo ak
anghara ta jise allah ne buja diya to miqdam ne kha
me aaz apko na pasndida baat sune or naraz kiye
baghir nahi rah sakta unhone kha muawiya me
aghar sach khau to meri tasdiq kar or jhut khu to
jutala de . muawiya raziallahu anhu ne kha me asa
karungha .miqdam ne kha .me allah ka wasata
dekar puchta hu kya Nabi ﷺ mard ko sona
pahnane se mna nahi kiya tah .kha .ha .fir kha ki
kya Nabi ﷺ ne resami kapde pahnane se mna nahi
kiya ta .kha ha . fir kha me allah ka wasta dekar
puchta hu kya Nabiﷺne darindo ki khale pahnane
se or us par sawar hone se mna nahi kiya ta
muawiya raziallahu anhu ne kha ha.to kha muawiya
kasam allah ki me sare kaam tere ghar me dekhta
hu .to muawiya raziallahu anhu ne kha miqdam
muje pta hain me tumhari in nukta chijo se bach
nahi sakta Khalid khate hain ki muawiaya
raziyAllahu anhu ne miqdam ko itna maal dene ka
huqm diya jitna inke or dono sathiyo ko nahi diya
aur un ke betay ka hissa do so walon mein
muqarrar kya, Miqdam neh woh sara maal –apne
sathiyon mein baant diya, asdi ne–apne maal mein
se kisi ko kuch nah diya, yeh khabar muawiya ko
pohanchi to unhon neh kaha : Miqdam sakhi aadmi
hain jo apna haath khula rakhtay hain, aur asdi apni
cheezain achi terhan roknay walay aadmi hain .
Sunan Abu Dawood hadees no 4131)
https://drive.google.com/file/d/11b2dTAOqzCik3AfRM0vV1vIMujJIGb_Y/view?usp=drivesdk
Ye riwayat zaeef Hain.
Iski sanad me baqiya.bin Waleed Hain Jo mudalis Hain Aam mudalis Nahi balki tadallis a taswiya Karne wala Ravi Hain or ye tadallis ki sabse buri kism Hain .
Baaz Mirza ke mukallidin khate Hain ki baqiya ne Musnad ahemad me sama Kar Diya Hain .dekhe
حَدَّثَنَا حَيْوَةُ بْنُ شُرَيْحٍ ، حَدَّثَنَا بَقِيَّةُ ، حَدَّثَنَا بَحِيرُ بْنُ سَعْدٍ، عَنْ خَالِدِ بْنِ مَعْدَانَ
Musanad ahemad 17189)
https://drive.google.com/file/d/11ckyVb6hR_yj9ME0x8o-lXT_OT4imIIH/view?usp=drivesdk
Note.baqiya bin Waleed Aam mudalis Nahi Hain balki tadallis a taswiya Karta Hain or tadallis a taswiya Karne wale ko Puri sanad me sama chaiye.jabki is Hadees me baqiya bin Waleed ne SIRF apna sama kiya Hain or iski sanad me ab bi lafz an Hain dekhe .
حَدَّثَنَا حَيْوَةُ بْنُ شُرَيْحٍ ، حَدَّثَنَا بَقِيَّةُ ، حَدَّثَنَا بَحِيرُ بْنُ سَعْدٍ، عَن خَالِدِ بْنِ مَعْدَانَ
Musanad ahemad 17189)
https://drive.google.com/file/d/11ckyVb6hR_yj9ME0x8o-lXT_OT4imIIH/view?usp=drivesdk
Baqiya bin Waleed ko mudalis sabit Karne se pahle hum mirzai mukallidin ki Ak or khawais Puri Kar dethe Hain kuch Mirza Ali ke mukallidin khate Hain ki is dour me Ak asa muhadis batao jisne is Hadees ko zaeef kha ho .
Shaik muhaqiq soyoaib arnorth ne sunan Abu dawood ki tahaqiq me is Hadees 4131 ko zaeef kha or wajha yahi batayi baqiya bin Waleed ki tadallis taswiya.
Dekhe .
Scan link
Baqiya bin Waleed tadallis a taswiya Karta Hain .
1)Imam abdurehman bin ABI hatim Apne Waleed Ka kol nakal karte Hain ki imam Abu Hatin farmate Hain.baqiya bin Waleed tadallis a taswiya Karta Hain
Kitab Al l ilal mujalad.safa 251)
Scan link
https://drive.google.com/file/d/11gya5uxeqvL7yDgTTknVGo5b7Fpjg25I/view?usp=drivesdk
2) imam khateeb bagdadhi apni kitab kitabul kifaya fi ilmi riwaya me khate Hain baqiya bin Waleed tadallis a taswiya Karta Hain or tadallis a taswiya Karne wale Ko Puri sanad me sama Karna padegha
Kitabul kifaya fi ilmi riwaya safa 365)
https://drive.google.com/file/d/11hlEba__PJLcwYXrjVwgQ66AuOh_UaXd/view?usp=drivesdk
3) imam ibne jouji khate baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain
Kitab ilal mutanahiya jild 1safa 162 469 470)
https://drive.google.com/file/d/11kE1O2aYbboRJ6Iv50I6s1FRHvJ5S2yo/view?usp=drivesdk
4) imam ibne malakin rahimullha khate Hain baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain
Al Badar Al muneer jild 5 safa102)
https://drive.google.com/file/d/11kPOhsBBzkeS1-gflrXSqyGyUSio0uK8/view?usp=drivesdk
5) imam ibne kattan Al fassi khate Hain baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain ,ye baat hafiz ibne hajar ne khi Hain
Talkis ibne hajar jild 3 safa 9)
https://drive.google.com/file/d/11kqgV_2fdMLx4tvsxRNhwz5U3JNXWPez/view?usp=drivesdk
6) hafiz ibne hajar khate Hain baqiya bin Waleed mudalis Hain or tadallis a taswiya Karta Hain
Ittahaful Mahra jild 3 safa 234)
https://drive.google.com/file/d/11lc-lm1NJK0u1Upmd2wtzs88aV3DLh4n/view?usp=drivesdk
7) Hafiz ibne alayi rahimullha khate Hain baqiya bin Waleed tadallis a taswiya Karta Hain
Jamia ut tahasil safa 105)
https://drive.google.com/file/d/11mobqatFkGl4PP1lIMIKINYsxhv9zng8/view?usp=drivesdk
8) imam jarkasi rahimullha khate Hain baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain
Annaktu Al makadma jild 2 safa 106)
https://drive.google.com/file/d/11qFDjTMN4aani61xjvX61lm6Du8Ng9iL/view?usp=drivesdk
9) hafiz ibne araki rahimullha khate Hain baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain
Kitab mudaliseen safa 37)
https://drive.google.com/file/d/12-sscJQ2qTxsOZk7eN2p5ETro9tNgcT1/view?usp=drivesdk
10) allama sabtul azami khate Hain
Baqiya bin Waleed mudalis Hain or tadallis taswiya Karta Hain
Tabayin asma Al mudaliseen safa 16)
https://drive.google.com/file/d/120fm1InVjsGdAKNl66O3TnCzjeyAKyHu/view?usp=drivesdk
In 10 muhadiseen ki gawahi se PTA Chala ki baqiya bin Waleed tadallis taswiya Karta Hain or iski Puri sanad me sama chaiye Jo ke Nahi hain.is liye ye riwayat zaeef Hain.
Comments