3 din tak Qur'bani hi sabit Hain
Qur'bani 3 din hi Sunnat Hain Zaheer salafi 3 din Qur'bani Ka saboot Qur'an se Allah Ka irsad Hain لِّيَشْهَدُوا مَنَافِعَ لَهُمْ وَيَذْكُرُوا اسْمَ اللَّهِ فِي أَيَّامٍ مَّعْلُومَاتٍ عَلَىٰ مَا رَزَقَهُم مِّن بَهِيمَةِ الْأَنْعَامِ ۖ فَكُلُوا مِنْهَا وَأَطْعِمُوا الْبَائِسَ الْفَقِيرَ takay wo unn fawaeed ko aankho sa dekhe jo unn kay liye rakhe gaye hain , aur mutayyan dino mein unn chopayo per Allah ka naam len jo Allah ne unhen ata kiye hain . chunacheh ( musalmano ! ) unn janwero mein say khud bhi khao , aur tang dast mohtaj ko bhi khilao Surah hajj ayat 28) Scan 1) is ayat ki tafseer me imam Qurtubi (671)farmate Hain وَدَلِيلُنَا قَوْلُهُ تَعَالَى:" فِي أَيَّامٍ مَعْلُوماتٍ" الْآيَةَ، وَهَذَا جَمْعُ قِلَّةٍ، لَكِنَّ الْمُتَيَقَّنَ مِنْهُ الثَّلَاثَةُ، وَمَا بَعْدَ الثَّلَاثَةِ غَيْرُ مُتَيَقَّنٍ فَلَا يُعْمَلُ بِهِ Hamari daleel Allah talla Ka farman فِي أَيَّامٍ مَعْلُومات Hain ye jama qillat Hain ise 3 to yakeeni Hain or 3 ke baad gher yakee...