Kya salam ke jawab me magfirtu kahana jaiz hai .? وَعَلَيْكَ السَّلَامُ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ وَمَغْفِرَتُه.
Kya salam ke jawab me magfirtu kahana jaiz hai .?
Zaheer salafi
عَن زَيْد بن أَرقَم قَالَ: كُنَّا إِذَا سَلَّم النَّبِيُّ صلی اللہ علیہ وسلم عَلَيْنَا، قُلْنَا: وَعَلَيْكَ السَّلَامُ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ وَمَغْفِرَتُه.
Zaid bin arkam rd.khate hai ki jab Nabi s a v hamko salam khate to hum khate
وَعَلَيْكَ السَّلَامُ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ وَمَغْفِرَتُه.
Aap par salamati allah ki rahmat or uski barkat or uski magfirt ho
Silsilau sahiha Shaikh Albani hadees no 1449.scan link
Is ko Shaikh Albani rh tarikh al kabeer ki sanad nakal kiya or ye riwayat bahaqi soubul iman .me bi mojud hai
Tarikh al kabeer
Jild 1 safa no.329 330
Scan link
Ye riwayat zaif hai khud Shaikh Albani rh ne ise sahih khane se ruju kar liya ta .
Shaikh Albani rh ne apni kitab silsilau zaofa .hadees no 5433 .ke tahat iski wajhat ki .
Or vo khate he ki
ومن تلك الأحاديث الصريحة : ما ذكره من رواية البيهقي في « الشعب » - بسند ضعیف . من حديث زيد بن أرقم : كنا إذا سلم علينا النبي و قلنا : وعليك السلام ورحمة الله وبركاته ومغفرته . قلت : وفاته أنه أخرجه البخاري أيضا في « التاريخ » ؛ كما كنت خرجته في
In hadees me bahaqi ki riwayat me bi hai jo jikr kiya hai vo zaif sanad ke sath mojud hai .
zaid bin arkam ki hadees ke Nabi s a v humko salam khate to hum khate
وَعَلَيْكَ السَّلَامُ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ وَمَغْفِرَتُه.
Aap par salamati allah ki rahmat or uski barkat or uski magfirt ho
Or isko imam Bukhari ne bi apni tarikh al kabeer me bayan kiya
Silsilau zaofa hadees no 5433 ke tahat.jild 3 safa 725 se 726
Scan link .
Or ye riwayat .Shaikh zubair Ali zai rahimullha ke nazdeek bi zaeef hain
Shaikh zubair Ali zai rahimullha ne abu Dawood ki ak hadees ki tahqeeq hadees no 5196 ko zaeef khane ke baad iski takhriz me kha ki iski sawahid tarikhe al kabeer me bi hai uski sanad bi zaif hai kyuki usne rawee Ibrahim bin Mukhtar zaif hai
Sunan Abu Dawood hadees no 5196
Shaikh zubair Ali zai rahimullha ne apni kitab Anwar us sayifha safa no. 180 tahqeeq zaif abu Dawood .
Me bi Shaikh zubair Ali zai rh ne yhi baat khi ki iski sawahid tarikh al Kabeer me jild 1 safa 330 par hai vo bi zaif
Scan link
Comments