Masla fatiha khalf ul imam
Masla fatiha khalf ul imam . Zaheer salafi. Imam ke piche surah fatiha padna farz hain iske bagher namaz nahi hothi . Baaz hajrat Qur'an ayat pesh karte hain .jo fatiha khalf ul imam ke Qayal nahi hain . Allah rabbul allameen Qur'an me farmaya . وَ اِذَا قُرِئَ الۡقُرۡاٰنُ فَاسۡتَمِعُوۡا لَہٗ وَ اَنۡصِتُوۡا لَعَلَّکُمۡ تُرۡحَمُوۡنَ aur jab Quran parha jaye to uss ko kaan laga ker suno , aur khamosh raho takay tum per rehmat ho . Surah araf ayat 204) Note.is qirat se murad asal aam qirat hai surah fatiha nahi, Or is aam daleel ke mukable me fatiha khalf ul imam.ki khas sahih hadees mojud hain.to aam ke mukable me khas daleel ko tarji di jayeghi .or is ayat ko sabse jayda Nabi ﷺ or apke sahaba samjate the uske baad bi vo fatiha khalf ul imam ke Qayal the Baaz hajrat yha ye daleel dete hain ki abdullha ibne Abbas ne kha ki ye namaz ke bare me hain . tahaqiq. Imam bahayqi (w 458) farmathe أخبرنا أبو الحسن علي بن أحمد بن عبدان أنا...
Comments