Kya abdullha bin Muteey bin aswad raziyallahu anhu sahabi NAHI he
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjWoZOwKdy6or_0x0li6EIOPs4WO2IIPXyz1GaQkAZs_oJZqW1fT8HKp1wEp2k-Ow51Rq5B-AfK_vxil8xuu9MDM82xuu0rW4MyHX9o5yi_2chy2V3Nvo1DEwnFB7eLYqKeH0-Ohi88FsA/w324-h640/PicsArt_12-24-12.15.49.jpg)
Kya abdullha bin Muteey Sahabi NAHI he ? Tahrir.Taaifa mansoorah. Roman English post create zaheer salafi kifayatullah sanabili sahab ne kha ke Al garj Ibn Mutiy sahabi nahi he mere naaqis ilm ki had tak kisi ne bi inhe sahabi NAHI kha he { Yazid ban muawiya par ilzamaat ka tehqeeqi jaiza : safa . 720.scan link👇 https://drive.google.com/file/d/1_o6mUkaSILkLEFvfIhFHyf_Sg7WO5Lyj/view?usp=drivesdk : kifayatullah sanabili sahab ne apni kitaab me Muhaddis Sheikh Zubair Ali zai Rh ka iqtabas zikar kya he jaisa ke : Zubair Ali zai sahab btorِ ilzaam aik dosre par aitraaz paish karte hue likhte neez btorِ ilzaam arz he ke agar is riwayat ko sahih tasleem kya jaye to Yazid bin muawiya ka sharaabi or tarak Salah ( namaz) chodne hona saabit hojata hai. Kyuke Abdullah bin Muteey bin aswad . rd ne rasullha ﷺ ko dekha he yani vo riwayat ke lihaz se sahabi he. inhe Hafiz Ibn hibban Ibn zahabi or Ibn hajr waghera ne sa...