Posts

Showing posts from 2020

Kya abdullha bin Muteey bin aswad raziyallahu anhu sahabi NAHI he

Image
Kya abdullha bin Muteey Sahabi NAHI he ? Tahrir.Taaifa mansoorah. Roman English post create zaheer salafi kifayatullah sanabili sahab ne kha ke  Al garj Ibn Mutiy sahabi nahi he mere naaqis ilm ki had tak kisi ne bi inhe  sahabi NAHI kha he { Yazid ban muawiya par ilzamaat ka tehqeeqi jaiza : safa . 720.scan link👇 https://drive.google.com/file/d/1_o6mUkaSILkLEFvfIhFHyf_Sg7WO5Lyj/view?usp=drivesdk : kifayatullah sanabili  sahab ne  apni kitaab me Muhaddis Sheikh Zubair Ali zai Rh ka iqtabas zikar kya he jaisa ke :  Zubair Ali zai sahab btorِ ilzaam aik dosre par  aitraaz paish karte hue likhte neez btorِ ilzaam arz he ke agar is riwayat ko sahih tasleem kya jaye to Yazid bin muawiya ka sharaabi or tarak  Salah ( namaz) chodne  hona saabit hojata hai. Kyuke Abdullah bin   Muteey bin aswad . rd ne rasullha ﷺ  ko dekha he yani vo riwayat ke lihaz se sahabi he. inhe Hafiz Ibn hibban Ibn zahabi or  Ibn hajr waghera ne sa...

Naaf ke niche hath bandane ki Hadees me tahrif post no.4,

  Naaf ke niche hath bandane ki Hadees me tahrif  post no.4, Zaheer salafi حدثنا وكيع, عن موسى بن عمير, عن علقمة بن وائل بن حجر, عن أبيه قال: رأيت النبي صلى الله عليه وسلم وضع يمينه على شماله في الصلاة حتت السرة “Waael bin Hujar raziyallahu anhu kehte he ke mene Allah ke Nabi ko dekha, aapne namaz me apne daae'n hath ko baae'n hath par zer e naaf rakha Musanaf Ibne Abi Shaiba: 1 safa no.390. Is hadees me tahat as surrah ke alfaz deobandiyo ne gde he isme vo lafz nhi te apna zaif or jhuta mazhab bachane ke liye hanfiyo ne ise ghada he Ye kaam sabse pehle (1) Pakistan ke hanafi Idaaratul Quran wal Uloom wal Islamiya, Karachi ne kiya. Phir inhee'n ki dekha dekhi Pakistan ke ek doosre (2) maktaba Tayyab Academy Bairoon Bohad Gate, Multan ne Musannad Ibne Abi Shaiba ke ek doosre nusqhe mein yehi tehreef ki. Aur inhee'n ke naqsh e qadam par chalte hue Pakistan ke ek teesre (3) hanafi matkaba Maktaba Imdadiya, Multan ne bhi isi nusqhe mein tehreef ki. Musannaf Ib...

Namaz me naaf ke niche hath Bandane ki hadees ki tahqeeq post no.3

  naaf ke niche hath bandne ki  hadees post no.3 Zaheer salafi ذكر األثرم قال: حدثنا ألو الوليد الطيالسي قال: حدثنا محاد ابن سلمة عن عاصم اجلحدري عن عقبة بن صهبان مسع عليا يقول فِّی قول اللہ عز وجل فَصَلِّ  لِرَبِّکَ وَ انۡحَرۡ قال: و ضع اليمَن على اليسرى حتت السرة ْ “Sahabi e Rasool Ali raziyallahu anhu فَصَلِّ  لِرَبِّکَ وَ انۡحَرۡ َ ki tafseer mein farmaya ke isse namaz me daae’n hath ko baae’n hath par rakh kar naaf ke neeche rakhna muraad hai At Tahmeed limaa Fee al Muwatta Minal Ma’ani wal Asaneed.jild 20 safa no.78 Scan link. https://drive.google.com/file/d/1XrlgBtmLIDGArHdocogyZMLhCKvUNiA-/view?usp=drivesdk Is Hadees ke 4 jawab hain Jab Abu Waleed Hammad bin sallama se bayan Kare to riwayat zaeef hothi Hain Kyuki Hammad bin Salma Ka akhari Umar me hafiza bigad gya tha or Abu Waleed me inse Umar ke akhari hisse me sama Kiya tha  1)Imam Abu hatim wafat 327) farmatey Hain أبو الوليد عند الناس اكثر كان يقال سماعه من حماد بن سلمة فيه شئ كأنه سمع ...

Hajrate Ali raziyallahu anhuor ana's raziyallahu anhu ki traf mansub naf ke niche hath Bandane ki hadees

  Naaf ke niche hath bandne ki dusri sanad  post no.2 Zaheer salafi . أخربنا أبو احلسن بن الفضل ببغداد، أنبا أبو عمر بن السماك، ثنا حممد بن عبيداهلل بن املنادي، ثنا أبو حذيفة ثنا سعيد بن زريب عن يابت عن أنس قال: من أخالق النبوة تعجيل اإلفطار، وتأخري السحور، ووضعك ميينك على مشالك يف الصالة حتت السرة “Sahabi e Rasool Anas raziyallahu anhu se riwayat hai ke unho’n ne kaha: Nabuwwat ke aqhlaaq me se hai, iftaar me jaldi karna, sehri me taqhair karna aur namaz me daae’n hath ko baae’n hath par rakh kar zere naaf rakhna Al muhalla ibne hajam .jild 3 safa no.30. Scan link. https://drive.google.com/file/d/1XLAnWzIYrVH9u88GovyQny-yfRThxeV3/view?usp=drivesdk Ye 👆 riwayat Khilafiyaat lil Baheqhi: jild 2 safa no.253 par bi he ,____________________ Isme rawi Saeed bin zarbi zaif he . 1)Imam Ibne Muyeen  ne kahte he سعيد بن زريب  ليس بشيئ Iski koi hesiyat nhi he Tarikh ibne moyeen jild 4 safa no.89 Scan link. https://drive.google.com/file/d/1XPw1G2xk_gc4LDTWybbO...

Naaf ke niche hath bandne ki 7 zaif sanad Ka tahaqiq jaiza

 Post no.1 Naaf ke niche hath bandne ki 7 zaeef sanad  Zaheer salafi. 1) حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ مَحْبُوبٍ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا حَفْصُ بْنُ غِيَاثٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ إِسْحَاقَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ زِيَادِ بْنِ زَيْدٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي جُحَيْفَةَ، ‏‏‏‏‏‏أَنَّ عَلِيًّا رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏   مِنَ السُّنَّةِ وَضْعُ الْكَفِّ عَلَى الْكَفِّ فِي الصَّلَاةِ تَحْتَ السُّرَّةِ  . Abu hujefa khate he ki Ali radiallhu anhu Ka khana he ki namaz me hatheli ko hatheli par rakh kar naf ke niche rakana sunnat he . Abu dawood hadees no.756. Scan link.👇 https://drive.google.com/file/d/1WCNPs9eAy1hS70sr8855OX4RJi-H7-lq/view?usp=drivesdk 2) كَمَا أَخْبَرَنَا أَبُو بَكْرِ بْنُ الْحَارِثِ، أنبأ عَلِيُّ بْنُ عُمَرَ الْحَافِظُ، ثنا مُحَمَّدُ بْنُ الْقَاسِمِ، ثنا أَبُو كُرَيْبٍ، ثنا حَفْصُ بْنُ غِيَاثٍ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ إِسْحَاقَ، عَنِ النُّعْمَانِ بْنِ سَعْدٍ، عَنْ عَلِيٍّ رَضِيَ اللهُ عَنْهُ أَنَّهُ كَانَ يَقُولُ: ” إِنَّ مِنْ سُنَّة...

Fatiha khalf ul Imam par Hadees a Abu hureara raziallahu par ateraz?

  Abu hureara raziallahu anhu ki hadees imam ke piche sureh fatiha padna par hanfiyo Ka ateraz or uska  jawab . 4 ateraz . Post creator zaheer salafi Hadees. Hazrath Abu Hurairah raziallahu anhu se riwayat hai : سَمِعَ أَبَا هُرَيْرَةَ، يَقُولُ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ ـ صلى الله عليه وسلم ـ ‏ ‏ مَنْ صَلَّى صَلاَةً لَمْ يَقْرَأْ فِيهَا بِأُمِّ الْقُرْآنِ فَهِيَ خِدَاجٌ غَيْرُ تَمَامٍ ‏" ‏ ‏‏ فَقُلْتُ يَا أَبَا هُرَيْرَةَ فَإِنِّي أَكُونُ أَحْيَانًا وَرَاءَ الإِمَامِ ‏‏ فَغَمَزَ ذِرَاعِي وَقَالَ يَا فَارِسِيُّ👈 اقْرَأْ بِهَا فِي نَفْسِكَ ‏‏👉 " Allah ke rasool (ﷺ) ne farmaya : " jis kisi ne Namaz adaa ki Aur  Ummul Qur'an (Al - Fatiha ) Nahi pardhi tho uski namaz naaqis hai ; poori nahi hui " maine kaha : "O Abu Hurairah, Kabhi hum imaam ke peeche hotey hai , Abu Hurairah raziallahu anhu ne mere baazu ko dabaya aur farmaya : " Aye Farsi ! Apne dil me pardh". ( Sunan ibn Majah:  Hadith 838 scan link👇 https://drive.google.com/file/d/1U...

Hazrat Abdullah ibne masood Rd ki tark rafulyadain ki riwayat ki haqiqat

  Hazrat Abdullah ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ki tark e rafauldain wali hadees Mohaddeshin Ra Aur jirah Wa tadeel ki ADALAT me pakki Zaeef ha Tahqeeq mohaddisul Asar Hafiz Zubair Ali zai Rh. Wafat 1435.,hijri. Or isi trha ki or riwayat Jo tark rafaydain par Pes ki jathi he unki haqiqat janane ke liye ye pdf download kr le 👇 Roman Urdu pdf noorul ayainan masla rafulyadein https://drive.google.com/file/d/1H6iX1VssvKE5qq4hnAm-YuGPel4NZsJ3/view?usp=drivesdk __________ Hazrat Abdullah ibne masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ki tark e rafauldain wali hadees Mohaddeshin Ra Aur jirah Wa tadeel ki ADALAT me pakki Zaeef hai NOTE    DALAIL OR SCAN KE SAATH HAQU JANNE KE LIYE POST KO POORA PARHE Hadees  .Hazrat Abdullah bin Masood Radhi Allaho Ta’ala Anho ne Farmaya kya mai tumhen RasoolAllah sallallaho alaihe wasallam ki Tarah namaz na parhao fir unhone namaz parhi aur haath nahi uthaye magar pahli martaba Sunan Tirmidhi hadees no 257 [scan link (1)  h...