Difa a sahaba post 2 ameere muawiya raziyallahu anhu ki saan hajrate Saad raziyallahu anhu ki zubani

 




Difa a muawiaya raziyAllahu anhu 

Post 2)


Zaheer salafi



Mirza Ali kehta hain ke saad raziyAllahu anhu kon hain? Saad koi aam aadmi nahi, ashra Mubashira hai aur rasullullah  ﷺ ne Saad ke ilawa kisi par bhi –apne walidain fida nahi kiye, 



Ye mirza ali ne hajrate saad raziyAllahu anhu ke bare me kha ab aye dekhte ki saad raziyAllahu anhu jinki fazilat ko ali mirza ne itna bayan kiya vo sayedina muawiaya raziyAllahu anhu ke bare me kya khate hain 



Tarikhe damisaq ibne asakir me hasan sanad ke sath hajrate saad raziyAllahu anhu se ye marwi hain vo Farmate hain 



ما رأيت أحدا بعد عثمان أقصى بحق من صاحب هذا الباب يعني معاوية


Mene usman raziyAllahu anhu ke baad muawiaya raziyAllahu anhu se bad kar haq ka faisla karne wala nahi dekha .



Tarikhe damisaq ibne asakir jild 59 safa 161)



Ye baat kon kh rhe hain saad raziyAllahu anhu .kon saad vo saad jo asra a mubasra me samil hain janati hain 


Mirza ali ko apne shiya rafziyo ke  mokif se toba karke ahele sunnat manhaj ko apnana chaiye .




Comments

Popular posts from this blog

Masla fatiha khalf ul imam

Hazrat Abdullah ibne masood Rd ki tark rafulyadain ki riwayat ki haqiqat

Kya imam Sufiyan bin sayeed as sorri mudalis nahi the?