Posts

Houje Kousar Par Sahaba ,Ak ATeraz Ka Jaeeza !

Image
  Houje Kousar Par Sahaba ,Ak ATeraz Ka Jaeeza ! Abu Muawiya.Zaheer sahih bukhari wa muslim ki muttafak aleih hadees me ye aya hai ki aap ﷺ ne farmaya ki houze kousar par kuch logho ko laya jayega jinko me pahchanta hungha lekin unko mujse door kar diya jayegha me kahunga ye to Meri ummat ke logh hai kaha jayega apko nahi maloom ye logh ulte pair fir gye the bukhari hadees 7048)  scan  lekin ak Riwayat me ye bhi aya hai ki .aap ﷺ farmate hai ki houze kousar par mere sathi  laye jayenge fir unhe mujse door kar diya jayegha me kahunga ye to mere sathi hai ,,,,,, Bukhari 6586)  ab baaz logh ATeraz karte hai ki Nabi ﷺ baaz sahaba or unka ishara banu ummaya ke sahaba ki taraf hotha ki vo ulte pao deen se fir gye the  . sabse pahle ye baat yaad rakhe ki yaha ashabi lafz lugavi atebar se hai jiski wajhat dusri Riwayat me ummati se huyi hai yaha vo logh murad hai jo Nabi ﷺ ki jindagi me paida bhi nahi huye balki baad me duniya me aaye yani vo logh aap ﷺ ki waf...

molana moududi ki gumrahi part 4)

Image
  molana moududi ki gumrahi part 4) abu muawiya zaheer Nabi ﷺ ne Farmaya  إِذَا لَمْ تَسْتَح فَاصْنَعْ مَا شِئْتَ jab tumhe koi sharam baki na rahe to jo chaho karo bukhari 6120 3483) molana moududio ne sahaba khilaf bekhof hokar taano tasneeh ki balki na sirf sahaba par balki allah  ke asma wa sifat me bi gumrah hai jo pahle sabit kiya ja chuka hai uske allawa bi unhone khub gumrahi fhelayi   molana moududi ne jab se shiya rafziyo ki waqalat suru ki tab se unhone kisi sahabi ko nahi choda hatta ke ali raziyallahu anhu ko bi unhone galat karar diya  sahaba par moududi ki juban daraji or hadeese Rasool ﷺ ka inkar  molana moududi likhate hai  Chunche ye yahudi akhalaq hi ka asar tha ke madina me baaz ansar apne muhajeer bhaiyo ki khateer apni biwiyo ko talaq dekar in se bayha dene par amada ho gye the  tafheemat Jild 2 safa 47) scan baaz hajraat ye samjte hai ki molana moududi ne un sare sahaba ki saan ne gustakhi ki jinka mokif hajrate ali ...

Molana moududi ki gumrahi part 3)

Image
 Molana moududi ki gumrahi part 3) zaheer Salafi Ameer muawiya raziyallahu anhu par moududi sahab ke Atraaz _____________________________ Molana sahab likhte hain aik aur nihayat makrooh bidat hazrat muawiya raziyallahu anhu ke ahad mein hi shuru huwee ke wo khud or un ke huqm se un ke tamam governor khutabo mein mimbaro par hazrat Ali raziyallahu anhu par sab o sittam ki bochhaar karte thay hatta ke masjid nabwi mein mimbar rasool par ayain roza nabwi ke samne huzoor ke mehboob tareen Aziz ko gaaliyan di jati thee or hazrat Ali raziyallahu anhu ki aulaad or un ke qareeb tareen rishtedaar apne kaano se ye gaaliya suntay the Tarikhe tabari Jild 4 safa 188 ibne aseer Jild 3 safa 234 Jild 4 safa 154 al bidaya wanihaya Jild 8 safa 259) Kisi ke marne ke baad usko galiya dena sariyat to darkinaar insani akhlaq ke bi khilaf tha. Or khas tour se Juma ke khutba ko is gandaghi se aludha karna to deen wa akhlaq sakht gunah wa na fayil tha Khilafat o malookiat safa 174) Scan Note.tabari k...

Molana moududi ki gumrahi part 2)

Image
 Molana moududi ki gumrahi part 2) Zaheer Salafi Hajrate sahaba par molana moududi ke ilazamat. __________________________________________ Ahele sunnat wal jamaat  ka ye itteffaqi mokif hain ki sahaba ke apasi ikhilafat me juban band rakhi jaye or un par taan na kiya jaye.or jo asa kare vo ahele sunnat me se nahi . Or yahi haal molana moududi ka hain .baaz logh molana moududi jese logho ki taraf dari karte nahi takhte maloom nahi ke kahi inki nazar me molana moududi ki mohabbat sahaba ki mohabbat par muqaddam to nahi? Molana moududi jange ohad me sikhsat ki wajha likhte Hain Ohad ki sikshat ka bada sabab ye tha ki muslman (sahaba) ayain kamyabi ke mokhe par maal ki tamah se magloob ho gye or apne kaam ko tahamil tak pahuchane ke bajaye (maal) ganimat lootne me lag gye Tafheemul Quran Jild 1 safa 287) Scan  Yani nauzubillah sahaba duniya ke maal lootne me masgool hogye . Or ak maqam par hajrate usman par taan karte huwe likhte hain Jab hajrate usman raziyallahu a...

Molana moududi ki gumrahi part .1)

Image
Molana moududi ki gumrahi part .1 zaheer, Salafi Allah ke asma wa sifat me gumrah _________________________________________ Molana moududi ahele sunnat nahi balki muttazila .or jahmiya ki safo me khade nazar ate Hain.or kabi rafziyo ki safo me . Allah ke asma wa sifat me gumrahi 1)Chunche  molana moududi Quran ki ayat ka tarjuma karte Hain ثُمَّ اسۡتَوٰی عَلَی الۡعَرۡشِ Molana moududi tarjuma karte Hain fir takhat  huqumat par jalwa gar huwa Tafheemul Quran.jild 2 safa 262) Scan  Ye tarjuma batil .wa kitabo sunnat ke khilaf hain .kitabo sunnat se sabit hain ki allah ars par buland hai. Or allah par ak sawal khada karta hain . Kya allah tala ki pahle ars par huqumat nahi thi? Kya allah baad me ars par huqumat karne lgha? Ye kufar ki had tak hai or  tarjuma batil hain Majid kufariya jumle nikalate huwe khate hain 2)Raha ye irsad ke khuda ka ars pani par tha to hamari samaj me ye ata hain ki khuda ki saltanat pani par thi Tafheemul Jild 2 safa 325) Sc...

Sahaba ke Naam ke Baad raziyallahu anhu lagana Nabi ﷺ ki sunnat

Image
Kya sahaba ke Liye raziyallahu anhu lagana bidat hai ? Zaheer Salafi. kuch logh ye aitraaz karte hai ki Sahaba ke naam ke baad raziyallahu anhu lagane ki koi daleel nahi lihaza ye bidat Hain Nabi ﷺ  ne khud sahaba ke liye ye lafz istemaal kiya  mullahija ho  حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ قَالَ: حَدَّثَنِي هَارُونُ بْنُ مَعْرُوفٍ قَالَ: نا عَبْدُ الْعَزِيزِ بْنُ مُحَمَّدٍ الدَّرَاوَرْدِيُّ قَالَ: أَخْبَرَنِي سُهَيْلٌ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، أَنَّ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: نِعْمَ الرَّجُلُ أَبُو بَكْرٍ، نِعْمَ الرَّجُلُ عُمَرُ، نِعْمَ الرَّجُلُ أَبُو عُبَيْدَةَ بْنُ الْجَرَّاحِ، نِعْمَ الرَّجُلُ أُسَيْدُ بْنُ حُضَيْرٍ، نِعْمَ الرَّجُلُ ثَابِتُ بْنُ قَيْسِ بْنِ شَمَّاسٍ، نِعْمَ الرَّجُلُ مُعَاذُ بْنُ جَبَلٍ، نِعْمَ الرَّجُلُ مُعَاذُ بْنُ عَمْرِو بْنِالْجَمُوحِ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمْ أَجْمَعِينَ Sayedina Abu Huraira raziyallahu anhu se riwayat hai ke Nabi ﷺ ne farmaya Abu Bakr bade ache adami hai Umar bade ache adami hai Abu obeda bin j...

Kaya salaf ka faham hujjat nahi ?

Image
 Kaya salaf ka faham hujjat hai? Zaheer Salafi Baaz hajrat ye dawa karte hai ki Hume salaf ke faham ki koi jarurat nahi hum khud se Quran Hadees pad kar samjenge . Sabse pahle salaf sahaba tabayin or taba tabayin hai . Yani inke bakol Hume sahaba tabayin taba tabayin ki koi jarurat nahi . Or ye daleel bi pesh karte hai ki Quran Hadees ko hi mana hai iske allawa Kisi chij ko nahi . اتَّبِعُوا مَا أُنزِلَ إِلَيْكُم مِّن رَّبِّكُمْ وَلَا تَتَّبِعُوا مِن دُونِهِ أَوْلِيَاءَ Tum usi chij ki pervi karo Jo tumhari taraf tumhare Rab ki taraf se nazil ki gyi hai or iske Siwa auliya ki pervi na karo . Surah araf ayat 3)  Lihaza sahaba tabayin taba tabayin ke kol hujjat nahi . Arz hai ke bahas ye nahi hai ke hamare Liye sahaba tabayin taba tabayin ke kol hujjat hai ya Quran or sunnat .koi muslman ye dawa nahi karta ke Quran Hadees ke mukable me sahaba tabayin taba tabayin ke akwal hujjat hai balki masla faham ka hai Konsa faham moutbar hai . nabi ﷺ ke sath rahane walo ka ya aaz ke 14 sa...

Qur'an padane ki ujrat Lena kesa hai

Image
 Kaya Quran padne ki ujrat (pesa) Lena jaiz hai  Zaheer Salafi. Aaz Kal ye masla bada jour pakad raha hai or masjid ke imam ya koi sakhs Jo Quran ki ujrat le use na Jane kaya wayeed suna di jathi hai . To hum pahle vo daleele jikr karenge jinse Quran padane ki ujrat pesa Lena sabit ho jaye .fir un daleelo par bi Ak Nazar dalneghe jise ye hajrat . Quran ki ujrat par mumaniyat bayan karte hai  Quran ki ujrat Lena jaiz hai  Pahli Hadees .    Imam bukhari wafat 256 farmathe hai حَدَّثَنِي مُحَمَّدُ بْنُ الْمُثَنَّى ، حَدَّثَنَا وَهْبٌ ، حَدَّثَنَا هِشَامٌ ، عَنْ مُحَمَّدٍ ، عَنْ مَعْبَدٍ ، عَنْ أَبِي سَعِيدٍ الْخُدْرِيِّ ، قَالَ :    كُنَّا فِي مَسِيرٍ لَنَا ، فَنَزَلْنَا فَجَاءَتْ جَارِيَةٌ ، فَقَالَتْ : إِنَّ سَيِّدَ الْحَيِّ سَلِيمٌ ، وَإِنَّ نَفَرَنَا غَيْبٌ ، فَهَلْ مِنْكُمْ رَاقٍ ؟ فَقَامَ مَعَهَا رَجُلٌ مَا كُنَّا نَأْبُنُهُ بِرُقْيَةٍ فَرَقَاهُ ، فَبَرَأَ فَأَمَرَ لَهُ بِثَلَاثِينَ شَاةً وَسَقَانَا لَبَنًا ، فَلَمَّا رَجَعَ ، قُلْنَا لَهُ : أَ...

Kya imam Sufiyan bin sayeed as sorri mudalis nahi the?

Image
  Kiya imam sufiyan sorri mudalis Nahi Hain Post creat zaheer salafi Shaikhul Islam imam Sufiyan Sorri wafat 161aap siqa faqi Hafiz hone ke sath sath mudalis bi Hain or jab aap an se bayan Kare to apki riwayat hujjat Nahi  Kuch logh khate Hain ibne hajar rahimullha ne imam Sufiyan bin sayeed as sorri ko dusre tabqe me jikr Kiya Hain lihaja aap ki tadallis majoor Nahi or apka an ana Kabul Hain  Tabqatul mudaliseen 2/51) Note.hafiz ibne hajar ki ye tahaqiq Kai wajha galat Hain  Is post me sabit karenge ki Imam sufiyan sorri tadallis karte the  Use pahle hum tadallis par ullama ke Kuch akwal Dekh Lethe Hain   1) Imam Shafi’i Ra (wafat 204 hijri) farmate hai  لا نقبل من مدلس حديثا حتى يقول فيه حدثنى او سمعت  Hum Mudallis se Us Waqt Tak Hadees Qubool Nahi Karte Jabtak Wo Sama Ki tashree Na Karde (Matlab Jabtak Haddasana Ya Samiy Attu na khe  Al Risala lil Imam Shafi safa no 380 fiqr 1035) 2) Hafiz Ibne Alsalah Ra (wafaat 643 hijri) farmate ha...