Posts

Showing posts from 2021

Qur'an padane ki ujrat Lena kesa hai

Image
 Kaya Quran padne ki ujrat (pesa) Lena jaiz hai  Zaheer Salafi. Aaz Kal ye masla bada jour pakad raha hai or masjid ke imam ya koi sakhs Jo Quran ki ujrat le use na Jane kaya wayeed suna di jathi hai . To hum pahle vo daleele jikr karenge jinse Quran padane ki ujrat pesa Lena sabit ho jaye .fir un daleelo par bi Ak Nazar dalneghe jise ye hajrat . Quran ki ujrat par mumaniyat bayan karte hai  Quran ki ujrat Lena jaiz hai  Pahli Hadees .    Imam bukhari wafat 256 farmathe hai حَدَّثَنِي مُحَمَّدُ بْنُ الْمُثَنَّى ، حَدَّثَنَا وَهْبٌ ، حَدَّثَنَا هِشَامٌ ، عَنْ مُحَمَّدٍ ، عَنْ مَعْبَدٍ ، عَنْ أَبِي سَعِيدٍ الْخُدْرِيِّ ، قَالَ :    كُنَّا فِي مَسِيرٍ لَنَا ، فَنَزَلْنَا فَجَاءَتْ جَارِيَةٌ ، فَقَالَتْ : إِنَّ سَيِّدَ الْحَيِّ سَلِيمٌ ، وَإِنَّ نَفَرَنَا غَيْبٌ ، فَهَلْ مِنْكُمْ رَاقٍ ؟ فَقَامَ مَعَهَا رَجُلٌ مَا كُنَّا نَأْبُنُهُ بِرُقْيَةٍ فَرَقَاهُ ، فَبَرَأَ فَأَمَرَ لَهُ بِثَلَاثِينَ شَاةً وَسَقَانَا لَبَنًا ، فَلَمَّا رَجَعَ ، قُلْنَا لَهُ : أَ...

Kya imam Sufiyan bin sayeed as sorri mudalis nahi the?

Image
  Kiya imam sufiyan sorri mudalis Nahi Hain Post creat zaheer salafi Shaikhul Islam imam Sufiyan Sorri wafat 161aap siqa faqi Hafiz hone ke sath sath mudalis bi Hain or jab aap an se bayan Kare to apki riwayat hujjat Nahi  Kuch logh khate Hain ibne hajar rahimullha ne imam Sufiyan bin sayeed as sorri ko dusre tabqe me jikr Kiya Hain lihaja aap ki tadallis majoor Nahi or apka an ana Kabul Hain  Tabqatul mudaliseen 2/51) Note.hafiz ibne hajar ki ye tahaqiq Kai wajha galat Hain  Is post me sabit karenge ki Imam sufiyan sorri tadallis karte the  Use pahle hum tadallis par ullama ke Kuch akwal Dekh Lethe Hain   1) Imam Shafi’i Ra (wafat 204 hijri) farmate hai  لا نقبل من مدلس حديثا حتى يقول فيه حدثنى او سمعت  Hum Mudallis se Us Waqt Tak Hadees Qubool Nahi Karte Jabtak Wo Sama Ki tashree Na Karde (Matlab Jabtak Haddasana Ya Samiy Attu na khe  Al Risala lil Imam Shafi safa no 380 fiqr 1035) 2) Hafiz Ibne Alsalah Ra (wafaat 643 hijri) farmate ha...

Fout shuda ke waseele par daleel ki tahaqiq) post

Image
  Fout shuda ke waseele par daleel ki tahaqiq) post 1 Zaheer salafi Daleel 1) Imam Hakim rahimullha farmate Hain أَخْبَرَنِي الشَّيْخُ أَبُو بَكْرٍ بْنُ إِسْحَاقُ، أَنْبَأَ مُحَمَّدُ بْنُ أَيُّوبَ، ثنا يُوسُفُ بْنُ مُوسَى، ثنا عَبْدُ الْمَلِكِ بْنُ هَارُونَ بْنِ عَنْتَرَةَ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ جَدِّهِ، عَنْ سَعِيدِ بْنِ جُبَيْرٍ، عَنِ ابْنِ عَبَّاسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا، قَالَ: " كَانَتْ يَهُودُ خَيْبَرَ تُقَاتِلُ غَطَفَانَ، فَكُلَّمَا الْتَقَوْا هُزِمَتْ يَهُودُ خَيْبَرَ فَعَاذَتِ الْيَهُودُ بِهَذَا الدُّعَاءِ: اللَّهُمَّ إِنَّا نَسْأَلُكَ بِحَقِّ مُحَمَّدٍ النَّبِيِّ الْأُمِّيِّ الَّذِي وَعَدْتَنَا أَنْ تُخْرِجَهُ لَنَا فِي آخِرِ الزَّمَانِ، إِلَّا نَصَرْتَنَا عَلَيْهِمْ. قَالَ: فَكَانُوا إِذَا الْتَقَوْا دَعَوْا بِهَذَا الدُّعَاءِ، فَهَزَمُوا غَطَفَانَ، فَلَمَّا بُعِثَ النَّبِيُّ صَلَّى اللهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ كَفَرُوا بِهِ، فَأَنْزَلَ اللَّهُ: {وَكَانُوا مِنْ قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ} [البقرة: 89] بِكَ يَا مُحَمَّدُ عَلَى الْكَافِرِينَ «. . . .» أَدَّتِ الضَّرُورَةُ إِلَ...

3 din tak Qur'bani hi sabit Hain

Image
 Qur'bani 3 din hi Sunnat Hain Zaheer salafi 3 din Qur'bani Ka saboot Qur'an se Allah Ka irsad Hain لِّيَشْهَدُوا مَنَافِعَ لَهُمْ وَيَذْكُرُوا اسْمَ اللَّهِ فِي أَيَّامٍ مَّعْلُومَاتٍ عَلَىٰ مَا رَزَقَهُم مِّن بَهِيمَةِ الْأَنْعَامِ ۖ فَكُلُوا مِنْهَا وَأَطْعِمُوا الْبَائِسَ الْفَقِيرَ takay wo unn fawaeed ko aankho sa dekhe jo unn kay liye rakhe gaye hain , aur mutayyan dino mein unn chopayo per Allah ka naam len jo Allah ne unhen ata kiye hain .    chunacheh ( musalmano ! ) unn janwero mein say khud bhi khao , aur tang dast mohtaj ko bhi khilao Surah hajj ayat 28) Scan 1) is ayat ki tafseer me imam Qurtubi (671)farmate Hain وَدَلِيلُنَا قَوْلُهُ تَعَالَى:" فِي أَيَّامٍ مَعْلُوماتٍ" الْآيَةَ، وَهَذَا جَمْعُ قِلَّةٍ، لَكِنَّ الْمُتَيَقَّنَ مِنْهُ الثَّلَاثَةُ، وَمَا بَعْدَ الثَّلَاثَةِ غَيْرُ مُتَيَقَّنٍ فَلَا يُعْمَلُ بِهِ Hamari daleel Allah talla Ka farman فِي أَيَّامٍ مَعْلُومات Hain ye jama qillat Hain ise 3 to yakeeni Hain or 3 ke baad gher yakee...

Allah kha Hain

Image
 Allah kha Hain? Ars par ya har jagha  Zaheer salafi Ahanaf Ka akida Hain ki Allah Jath ke atebar se har jagha Hain jabki ahele Sunna Wal jamat ahele Hadees Ka akida Hain ki Allah Jath ke atebar se ars par mustawi Hain Or Allah Ka ilm har jagha Hain Allah ars par Hain daleel Qur'an khata Hain   الرَّحْمَٰنُ عَلَى الْعَرْشِ اسْتَوَىٰ RAHMAAN ARSH PAR MUSTAWI HUA Surah Taha ayat 5) Scan Yahi baat Allah ne Qur'an me Kai jagha Kahi Soorah al-A’raaf  Ayat 54 Soorah al-Furqaan Ayat-59 } 2) Nabi ﷺ ne londi se sawal Kiya  بِهَا، فَقَالَ لَهَا:أَيْنَ اللهُ قَالَتْ: فِي السَّمَاءِ، قَالَ: مَنْ أَنَا قَالَتْ: أَنْتَ رَسُولُ اللهِ، قَالَ: أَعْتِقْهَا، فَإِنَّهَا مُؤْمِنَةٌ  farmaya Allah kahan Hain  To Londi ne araz kiye:َ Asman par hai, Nabi ﷺ ne farmaya: Main koon hoon Londi ne kaha: Allah k Rasool aap ne farmaya: Isay aazad kardo ye Momin oraat hai. Sahih Muslim, Hadith no.537} Scan 3.Rasoolullah ﷺ ne farmaya: Kya tum Mujay ameen nahi samujte aur Main Us (Allah...

Kya Nabi ﷺ duniya vi atebar se jinda Hain

Image
Kya Nabi ﷺ duniya vi atebar se jinda Hain  Zaheer salafi Hamara mokif ye Hain ki Nabi ﷺ duniya se chale gye aap fout ho gye lekin aap barjakhi tour se jinda Hain yahi mokif aslaf Ka Hain  Qur'an khata Hain  إِنَّكَ مَيِّتٌ وَإِنَّهُم مَّيِّتُونَ Besak aap wafat pane wale Hain ye logh bi Marne wale Hain  Surah zumar ayat 30) Scan Sayyiduna Abu Bakr Razi Allahu Anhu Ka mokif   من كان يعبد محمدا ﷺ فإن محمدا ﷺ قدمات "Sun lo! jo shaksh (Sayyiduna) Muhammad ﷺ ki ibaadat karta tha tou beshak Muhammad ﷺ faot hogaye hain. Sahih Bukhari 3668) Scan Sayedina Abu huraira raziyallahu anhu  farmaatey Hain  إن كانت هذه لصلاته حتى فارق الدنيا "Aap ﷺ ki yehi namaz thi hatta ke Aap ﷺ duniya se chaley gaye. Sahih Bukhari: 803) Scan 1) Imam zahabi (748) rahimullha ne farmaya وَهُوَ حَيٌّ فِي لَحْدِهِ، حَيَاةَ مِثْلِهِ فِي البَرزَخِ Aur Aap (Nabi) ( ﷺ) Apni kabar me barjakhi tor per zinda hai….. Siyar A’lam Al-Nubala’i Jild 9 Safa no 161) Scan 2) Hafiz ibne hajar( 852)...