Kulafa a raseedin or muhadiseen ki kuch malumat

Kulafa a raseedin or muhadiseen ki kuch malumat


Abu bakr radiallha anhu .ki khilafat Ka dor 11 hijri se 13 tak takriban 2 sal 3 mahine 9 din .)



Umar radiallha anhu ki dor khilafat 13 hijri se 23 hijri tak 10 sal 5 mahine 4 din 




Usman radiallha anhu ki dore khilafat 23 hijri se 35 hijri tak Yani 12 sal 



.Ali radiallha anhu ki dor khilafat 35 hijri se 40 hijri tak 4 sal 9 mahine ISI trha mukammal dore khilafat 29 sal 5 mahine 13 din tak rha 

or fir Hasan radiallha anhu ne ise Pura mukammal Kiya Yani Puri dore khilafat 30 sal tak rahi .



.4 imamo ki pedais .



Name.          Pedais . wafat       saher


Abu hanifa.    80 .        150 .      Kufa 



Imam malik   93   .       179 .  Madina 


Imam safayi.  150.       203.   Bagdad


Imam ahemad.164 .     241   .damisaq

..__________________


Mohaddis .


1) imam Abu mohemmad Abdullha bin abdurehman bin fazal.rh.


180 hijri me peda huwe or wafat 255 me huwi ye Samarkand ke rahne wale te.or inki hadees ki mashure kitab📚 sunan darmi he.




2)Abu abdullha bin Ismail Al bukhari .rh.inki pedais 194 hijri me or Inki wafat 256 me huwi or ye bukhara ke rahane wale te or Inki kitab .jamia usahih .he Yani 📚sahih bukhari .





3)Abu dawood suleman bin asasa rh.inki pedais 202 hijri me huwi or wafat 275 me huwi or ye Basra ke rahne wale te or Inki kitab 📚sunan Abu dawood he .



4) abul Hasan Muslim bin Al hajaz rh.inki pedais 204 hijri me huwi or wafat 261 hijri me huwi or ye nisapur ke rahane wale te or inki kitab 📚sahih muslim he 



5) Abu ISA mohemmad bin ISA bin sorha tirmiji rh.inki pedais 209 hijri or wafat 279 me huwi or ye khurasan tirmiji ke rahane wale te or Inki kitab📚 jamea tirmiji he



6)Abu abdullha mohemmad bin yazeed bin Maza rabaiy Rh.inki pedais 209 hijri me huwi or Inki wafat 273 me huwi or ye irak ke rahane wale te or Inki kitab 📚ibne Maza he 



7)Abu abdurehman bin ahemad bin soheb .Rh inki pedais 215 hijri me huwi or Inki wafat 303 hijri me huwi or ye khurasan ke rahane wale te .Inki kitab 📚sunan nasai he 



8)Abu Hasan bin Ali bin Umar rh.inki pedais 305 hijri or wafat 385 hijri me huwi .or ye bagdad ke rahne wale te .or Inki kitab 📚darkutni he .



9) abu bakr bin husein rh.inki pedais 384 hijri me huwi or wafat 458 me huwi or ye behaki nisapur ke rahne wale te Inki kitab 📚sunan behaki he 



10)shaikh waliyudin mohemmad bin Abdullah khatib he Inki pedais 435 hijri or wafat 516 me huwi or Inki kitab 📚miskat ul masabih he.imamo ki pedais .or mohaddisin ki pedais or unki kitabe .ki malumat👇



________________

Comments

Popular posts from this blog

Masla fatiha khalf ul imam

Hazrat Abdullah ibne masood Rd ki tark rafulyadain ki riwayat ki haqiqat

Kya imam Sufiyan bin sayeed as sorri mudalis nahi the?