Kya ba jamat tarhweeh bidat hain .
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEhr8q5iQXLSt7-ALAyqMpPCEHs8ZjbySw_TGa2AEPjSIRVottPOWXL0aoB1cY1mf4VgLYVJTfrgxS-EXq1JfMqCKdkLoA6Moeit5kf_7D-lToHA7s4XmL1hlhbHfJOoIl3o8_gZ3GIvQX8/s320/PicsArt_04-19-06.39.39.jpg)
Kya jamat ke sath tarhweeh padna bidat hain . Zaheer salafi b'az hazraat yeh samhjtey hain ke "Qiyaam e Ramazan Akeley Ghar Mein Karna Ziyadah Behtar Hai, Lehaza Hum Ghar Mein Qiyaam Karenge." lekin wo bechara saari raat bistar par sooye hi guzaar detey hain. Aur b'az hazraat Qiyaam e Ramazan ba-jamaat ko sunnat samahjney se hi inkaari hain.or ise umar raziyAllahu anhu ki ijad karda bidat khate hain naujubillah. Halaki Nabi ﷺ ki wajah hadees se ye baat sabit ho jathi hain ki Nabi ﷺ ne sahaba ko jamat se padthe dekha lekin mna Nahi .kiya or Nabi ﷺ se ye bi sabit hain ki apne imam ke sath padne ka huqm diya aghe hadees mulahija ho . Pahli hadees . حَدَّثَنَا أَحْمَدُ بْنُ سَعِيدٍ الْهَمْدَانِيُّ حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ وَهْبٍ أَخْبَرَنِي مُسْلِمُ بْنُ خَالِدٍ عَنْ الْعَلَاءِ بْنِ عَبْدِ الرَّحْمَنِ عَنْ أَبِيهِ عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ قَالَ خَرَجَ رَسُولُ اللَّهِ ﷺ فَإِذَا أُنَاسٌ فِي رَمَضَانَ يُصَلُّونَ فِي نَاحِيَةِ الْمَسْجِدِ فَقَالَ مَا هَؤُلَاءِ فَقِي...