Posts

Showing posts from September, 2020

Kulafa a raseedin or muhadiseen ki kuch malumat

Kulafa a raseedin or muhadiseen ki kuch malumat Abu bakr radiallha anhu .ki khilafat Ka dor 11 hijri se 13 tak takriban 2 sal 3 mahine 9 din .) Umar radiallha anhu ki dor khilafat 13 hijri se 23 hijri tak 10 sal 5 mahine 4 din  Usman radiallha anhu ki dore khilafat 23 hijri se 35 hijri tak Yani 12 sal  .Ali radiallha anhu ki dor khilafat 35 hijri se 40 hijri tak 4 sal 9 mahine ISI trha mukammal dore khilafat 29 sal 5 mahine 13 din tak rha  or fir Hasan radiallha anhu ne ise Pura mukammal Kiya Yani Puri dore khilafat 30 sal tak rahi . .4 imamo ki pedais . Name.          Pedais . wafat       saher Abu hanifa.    80 .        150 .      Kufa  Imam malik   93   .       179 .  Madina  Imam safayi.  150.       203.   Bagdad Imam ahemad.164 .     241   .damisaq .._______________...

Imam ahemad bin humble Ka ruju or kifyatullha sanabili sahab

Imaam Ahmed Rahimahullah Ka Ruju? Or kifyatullha sanabali sahab  Sanabil sahaab Imaam Ahmed Bin Hanbal Rahimahullah ke baray mein likhtey hain: "In ke jis qaul mein yazeed bin muaawiya par zulm wa loot maar ka ilzaam hai, is qaul sey Imaam Ahmed Rahimahullah ruju kar chuke hain, sirf yehi nahi ke Imaam Ahmed Rahimahullah ney aakhir mein yazeed bin muaawiya ke baray mein apni jarh sey ruju kar liya, balke isey khair ul quroon ki fazilat ka haamil bhi batlaya hai, chunaanche Imaam Abu Bakr al-Khallaal (died 311 hijri) ney kaha: "Abu talib esmaah bin abi esmaah kehtey hain ke maine Imaam Ahmed Rahimahullah sey pochaa ke jo kahey ke yazeed bin muaawiya par Allah ki lanat ho, is baray mein aap kya farmatey hain? kaha: main is baray mein kalaam nahi karta, maine kaha: aap kya farmatey hain, kiyunke jis ney yeh baat kahi hai wo mutabar aadmi hai aur main aap ke qaul ko apnaonga! Imaam Ahmed Rahimahullah ney kaha: Allah ke Nabi (ﷺ) ka farmaan hai: momin par laanat karna us ko qatal k...