Kya imam Sufiyan bin sayeed as sorri mudalis nahi the?
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjUFeEO9JHmd4AZmqB1WwtvkrfeOy3LV74ax3fDv3zagXmhVGcyvAGBXYPT_Pb5cDudL8N2HWpXpIsJ2UKI4rJEjgaZkdvxsUn0przKbQYNlEgL0bvnFhQxwrzPcPdtirymTByy8oBcGMY/s320/Project+Capture+%2528380%2529.jpg)
Kiya imam sufiyan sorri mudalis Nahi Hain Post creat zaheer salafi Shaikhul Islam imam Sufiyan Sorri wafat 161aap siqa faqi Hafiz hone ke sath sath mudalis bi Hain or jab aap an se bayan Kare to apki riwayat hujjat Nahi Kuch logh khate Hain ibne hajar rahimullha ne imam Sufiyan bin sayeed as sorri ko dusre tabqe me jikr Kiya Hain lihaja aap ki tadallis majoor Nahi or apka an ana Kabul Hain Tabqatul mudaliseen 2/51) Note.hafiz ibne hajar ki ye tahaqiq Kai wajha galat Hain Is post me sabit karenge ki Imam sufiyan sorri tadallis karte the Use pahle hum tadallis par ullama ke Kuch akwal Dekh Lethe Hain 1) Imam Shafi’i Ra (wafat 204 hijri) farmate hai لا نقبل من مدلس حديثا حتى يقول فيه حدثنى او سمعت Hum Mudallis se Us Waqt Tak Hadees Qubool Nahi Karte Jabtak Wo Sama Ki tashree Na Karde (Matlab Jabtak Haddasana Ya Samiy Attu na khe Al Risala lil Imam Shafi safa no 380 fiqr 1035) 2) Hafiz Ibne Alsalah Ra (wafaat 643 hijri) farmate ha...