Kya namaze janaza me takabeer ke sath rafaydain nahi karna chahiye
Zaheer salafi. Kuch logh ye khate hain ki namaze janaza me takbirat me rafaydain karna nabi ﷺ se sabit nahi . Lekin Ibne Umar se sabit hain . Nabiﷺ se nahi is liye hum nahi karte Note. aghar koi amal kisi sahabi se mil jaye to vo bila jijak hujjat hain or ase bhut se amal hothe hain jo Nabi ﷺ se sabit nahi lekin sahaba se sabit hothe hain or mumkin hain ki sahaba Ikram ne kabi na kabi vo amal karte huwe Nabi ﷺ ko dekkha hogha Or hajrte abdullha ibne umar ne aghar rafaydain kiya to is liye kyuki Nabi ﷺ ko janaze ki namaz me rafaydain karte dekha . Daleel. Imam darQutni (wafat 375) hijri farmate hain . قال أحمد بن محمد بن الجراح، وابن مخلد، قالا: حدثنا عمر بن شبة، قال: حدثنا يزيد بن هارون، قال: أخبرنا يحيى بن سعيد، عَنْ نَافِعٍ، عَنِ ابْنِ عُمَرَ؛ أَنَّ النَّبِيَّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ كَانَ إِذَا صَلَّى على جنازة رفع يديه في كل تكبيرة، وإذا انصرف سلم Abdullha bin umar raziallahu anhu se riwayat hain ki jab nabi ﷺ janaze ki namaz padte to har takb...