Seene par hath bandana post 1)
Seene par hath bandana post 1) Zaheer salafi imam ibne khujaima rh farmate hai نا أبو موسى، نا مؤمل، نا سفيان، عن عاصم بن كليب، عن أبيه، عن وائل بن حجر قال: «صليت مع رسول الله صلى الله عليه وسلم، ووضع يده اليمنى على يده اليسرى على صدره» Wael bin Hujar Radiallahu Anhu se rivayat hai ke ke.. “ Main ne Rasool Allah Sallallahu Alai Wasallam ke sath namaz padhi. To Aap ne apna daya’n haath baiey’n hath par rakh kar seene par hath bandha. [ Ibne Khuzaima jild 1 sfa 243 hadees no.479 .scan link. https://drive.google.com/file/d/1A9CsGDxkJHo24JHHDajxz6SEyOooy9hq/view?usp=drivesdk Isi hadees ko hafiz ibne hajar ne nakal kiya Bulugul maram Hadees no.217 Scan link https://drive.google.com/file/d/1W_liaB16mW3kSUaMTdcQxCA8Ln7jpy2C/view?usp=drivesdk Is ko khud imam ibne khujema ne sahih kha .kyuki imam ibne khujema ki nazdeek isme moujud tamam riwayat sahih hain Is hadees ki sanad Kuch is trha se he ki .ye hadees 1)Abu Moosa Muhammad bin Muthna ===> ,2)Mu'ammal...